Posts

Showing posts with the label Roze Ke Doran Menses Ka Band Hona

Roze Ki Halat Mein Haiz Ka Aana Aur Ramadan Ke Roze Ke Doran Haiz Ka Band Hona

Image
Agar Roze ki halt mein Haiz / Menses / Periods / Mahwari aa jaye tou aurat ka roza toot jata hai aur wo kha pi sakti hai. Agar Haiz / Menses ki waja se Aurat ne Roza nahi rakha aur Roze ke doran ais ke period band ho jaye / aurat pak ho jaye tou aisay Iftari tak rozedar ki tarah waqt guzarana ho ga aur ais ke liye khana peena bi jaiz nahi ho ga. Ais roze ki qaza bi karni ho gi. اگر روزے کی حالت میں حیض آ جائے تو کیا روزہ ٹوٹ جائے گا؟ اگر روزے کے دوران عورت کو حیض، ماہواری، پریڈ آجائے تو اس کا روزہ ٹوٹ جاتا ہے اور وہ کھا پی سکتی ہے۔ اگر حیض کی وجہ سے روزہ نہیں رکھا لیکن حیض افطاری سے پہلے ختم ہو گیا تو کیا کریں؟ اگر حیض کی وجہ سے عورت نے روزہ نہیں رکھا اور افطاری سے پہلے عورت کا حیض بند ہو جائے تو عورت روزے دار کے طور پر اپنا وقت گزرای گی اور اس کے لیئے کھانا پینا جائز نہیں ہو گا اور اس روزہ کی قضاء بھی لازم ہو گئی۔ Dailymotion Video - Roze Ki Halat Mein Haiz Ka Aanay Se Kya Roza Toot Jata Hai Aur Agar Ramzan / Ramadan Ke Roze Ke Doran Haiz Band Ho Tou Kya Karen | Ask M

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.