Nikah / Shadi Ki Pehli Raat Ke Masail - Shadi Ki Pehli Raat Ki Galtiyan / Galat Fehmiyan Aur Gunah
Shadi Ki Pehli Raat Ke Adab Aur Masail Suhagraat / Nikah / Shadi Ki Pehli Raat dulha aur dulhan ko Mubashrat / Humbistari Ke Addab aur Ahkam ko Malhooz-E-Khatir rakhna chahiye aur Islami Tarike Ke Mutabiq Humbistai karni chahiye. 1. Shohar (Mard) ko wehshi darinday ki tarah Biwi (Aurat) par toot nahi parhna chahiye balkay pehle apni biwi ko tayyar karna chahiye humbistari ke liye. Aise “Foreplay” karna chahiye. 2. Shohar Ka Biwi Ke Peeche Se Jima / Humbistari / Sohbat Karna Jaiz Hai agar wo biwi ki agli sharmgah mein milap kare. Lakin agar Biwi Ke Pichle Hisse Mein Humbistari Kare yah phir Biwi Se Pichle Raste Mein Humbistari Kare tou yeh haram hai aur aise shahks par lanat ki gi hai aur yeh ek Kabirah Gunah hai. Agar koi ais gunah mein mubtala hai tou aise Tauba karni chahiye. 3. Shohar apni shadi ki pehli raat ki baaton aur raazon ko apne doston ko na bataye aur biwi bhi apni raat ki baaton aur raazon ko apni saheliyon ko na bataye. 4. Shadi ki pehli raat humbistari ka