Posts

Showing posts with the label Na Mehram Se Baat Karna

Can We Talk To Non Mahram In Islam In Urdu / Kya Na Mehram Se Baat Karna Haram Hai

Image
Talking To Non Mahram In Islam In Urdu / Can A Woman Or A Man Talk To Non Mahram Yes, but in case of need you can talk to the point with Non Mahram Women (Na Mehram Aurat) or Non Mahram Men (Na Mehram Mard). For a woman, the tone of voice should not be soft as it can influence and attract the Na Mehram Man (Na Mehram Mard) towards such woman. Talking for friendship or for passing time are haram acts in Islam. Na Mehram (Mard Aur Aurat) Se Baat Karna / Na Mehram Se Baat Karne Ki Kya Islam Mein Ijazat Hai? Ghair Mehram / Na Mehram se zaroorat ke tehat baat ki ja sakti hai lakin free hone ke liye, enjoy karne ke liye aur dosti karne ke liye haram hai. Agar aurat kisi mard se baat kare tou wo ais se free no ho aur naram andaaz mein baat na kare takay mard ais ki terf mael na ho. Lakin badtameezi ya bad ikhlaqi na ho aur confidence se bhi baat ki ja sakte hai. کیا غیر محرم / نا محرم سے بات کرنا اسلام میں حرام ہے؟ نا محرم سے ضرورت کے وقت بات کی جا سکتی ہے لیکن اگر فری ہوا جائے،...

Na Mehram In Islam In Urdu - Kya Na Mehram / Ghair Mehram Se Dosti, Salam Karna Aur Baat Cheet Ki Ja Sakte Hai In Islam In Urdu

Image
Na Mehram In Islam In Urdu / Na Mehram Kon Hai / Kise Kehte Hain?   Aurat Ka Na Mehram Se Parda Ghair Mehram / Na Mehram wo rishtedar (Cousin) aur ghair rishtedar hain jin se shadi ho sakte hai aur jin se Aurat Ka Parda Karna Farz Hai. Mard agar buri nazar se ainain dekhe ga tou aisay gunah mile ga. Aise tarah agar aurat parda nahi kare gi aisay rishtedaron aur ghair rishtedaron se tou aise gunah mile ga. Ghair Mehram Ko Salam Karna / Ghair Mehram Se Baat Karna in Islam In Urdu / Kya Na Mehram Se Baat Karna Haram Hai? / Na Mehram Se Baat Karne Ka Gunah Aur Saza Na Mehram / Ghair Mehram rishtedar ko salam o dua ki ja sakte hai lakin free hone ki zaroorat nahi hai. Na Mehram se Reserve raha jaye. Zaroorat ke waqt baat kar sakte hain. Agar fitne ka andesha ho tou phir baat cheet bhi na karen. Agar ghair mehram se free ho kar baat ki jaye tou yeh gunah hai aur ais ki saza bechaini, tension aur depression ki surat mein milti hai kyun ke zaroori nahi hai ke aap ko yeh ghair mehram...

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2026 IlamOne TV All Rights Reserved.