Periods / Haiz Ke Kitne Din Baad Humbistari Karna Chahiye - Haiz Ke Masail In Islam In Urdu

Periods / Haiz Ke Baad Humbistari

Auraton Ke Makhsoos Ayyam / Haiz Ke Baad Humbistari / Haiz Ke Kitne Din Baad Ghusal / Nhana Chahiye / Haiz Se Pak Hone Ke Baad Humbistari Kab Karen

Haiz / Periods Kitne Din Chalta Hai In Islam In Urdu

Haiz Ya Mahwari Ke Dinon Mein Apni Biwi Se Humbistari Karna Haram Hai.

Ek aurat ke periods / haiz ki muddat Islam mein kam say kam teen din (3 Days) aur zyada say zyada das din (10 Days) hai.

Agar ek aurat ka pichlay mahinay haiz ka period chay din (6 Days) ka hai, jo ke ais ki aadat hai, tou agar ais mahinay ais ka haiz paanch din baad band ho jata hai tou wo Ghusal kar ke Namaz tou parh sakte hai lakin apnay shohar se humnistari nahi kar sakte kyun ke ais baat ka imkaan hai ke haiz ka khon dobara aa jaye.

Issi tarah agar ek aurat ki aadat chay din ki hai aur ais mahinay bhi haiz chay din ka hi hai tou wo humbistari apne shohar se yah tou Ghusal ke baad kare gi yah phir jab ek Namaz ka waqt guzar jaye (jis mein Ghusal kar ke kapde pehn kar Namaz parh sakay).

Haiz Khatam Hone Ki Nishaniyan

Ayyam (Period) khatam hone ki nishaniyan yeh hain: 
(i) Khoon (blood) band ho jaye
(ii) Makamal Safaid Ratobat kharij hone lag jaye
(iii) Das din (10 days) se zayda ka waqt guzar jaye.

حیض کے کتنے دن بعد ہمبستری کر سکتے ہیں؟

اسلام میں حیض کی مدت کتنی ہے؟

حیض کا پریڈ کم سے کم تین دن کا ہوتا ہے اور زیادہ سے زیادہ دس دن کا ہوتا ہے۔ دس دن کے بحد جو حیض کا خون آتا ہے وہ استحاضہ ہے یحنی بیماری کا خون ہے۔

اگر ایک عورت کی چھ دن کی عادت ہے اور اس مہینے اسکا حیض کا خون پانچ دن میں بند ہو گیا ہے تو وہ غسل کر کے نماز تو پڑھ سکتی ہے لیکن اپنے شوہر سے ہمبستری نہیں کر سکتی کیونکہ اس بات کا امکان ہے کہ حیض کا خون دوبارہ آ جائے۔ عادت کے چھ دن پورے ہونے کے بحد وہ اپنے شوہر سے ہمبستری کر سکتی ہے۔

اگر ایک عورت کی عادت چھ دن کی ہو اور اس مہینے بھی اس کے حیض کا خون چھ ہی دنوں میں بند ہو گیا ہے تو وہ اپنے شوہر سے ہمبستری یا تو غسل کرنے کے بحد کرے گی یا پھر جب ایک نماز کا وقت گزر جائے(جس میں عورت غسل کرکے کپڑے پہن کر نماز شروع کرسکے)۔

حیض ختم ہونے کی نشانیاں

۱۔ جب خون بند ہو جائے۔

۲۔ جب مکمل طور پر (خاصتاً) سفید رطوبت خارج ہونے لگے۔

۳۔ جب دس دن سے زیادہ کا وقت گزر جائے۔

اللہ ہمیں سمجھنے اور عمل کی توفیق عطا کرے۔ آمین!

Dailymotion Video | حیض کے مسائل | آسک مفتی طارق مسحود صاحب

Mahwari / Haiz Se Bleeding / Haiz Ka Khoon / Menses / Haiz Ke Kitne Din Baad Humbistari / Sohbat Kar Saktay Hain | Mufti Tariq Masood Sahab Bayan / Speech

Comments

Popular posts from this blog

(Nikah) Shadi Ki Pehli Raat Ki (Islamic) Dua In Arabic With Urdu And English Translation (Tarjuma)

Kya Biwi Ko Peeche Se Karna Jaiz Hai? - Humbistari Ke Masail - Sawal Jawab (Question And Answer In Urdu)

Napaki Ki Halat Mein Masjid Mein Ja Kar Namaz Parhna (Padhna)

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.