Na Mehram In Islam In Urdu - Kya Na Mehram / Ghair Mehram Se Dosti, Salam Karna Aur Baat Cheet Ki Ja Sakte Hai In Islam In Urdu

Na Mehram In Islam In Urdu

Na Mehram In Islam In Urdu / Na Mehram Kon Hai / Kise Kehte Hain?
 

Aurat Ka Na Mehram Se Parda

Ghair Mehram / Na Mehram wo rishtedar (Cousin) aur ghair rishtedar hain jin se shadi ho sakte hai aur jin se Aurat Ka Parda Karna Farz Hai. Mard agar buri nazar se ainain dekhe ga tou aisay gunah mile ga. Aise tarah agar aurat parda nahi kare gi aisay rishtedaron aur ghair rishtedaron se tou aise gunah mile ga.

Ghair Mehram Ko Salam Karna / Ghair Mehram Se Baat Karna in Islam In Urdu / Kya Na Mehram Se Baat Karna Haram Hai? / Na Mehram Se Baat Karne Ka Gunah Aur Saza

Na Mehram / Ghair Mehram rishtedar ko salam o dua ki ja sakte hai lakin free hone ki zaroorat nahi hai. Na Mehram se Reserve raha jaye. Zaroorat ke waqt baat kar sakte hain. Agar fitne ka andesha ho tou phir baat cheet bhi na karen. Agar ghair mehram se free ho kar baat ki jaye tou yeh gunah hai aur ais ki saza bechaini, tension aur depression ki surat mein milti hai kyun ke zaroori nahi hai ke aap ko yeh ghair mehram aurat mil jaye (ais se shadi ho jaye) tou nateejatan dekhne aur baat karne ka alag gunah aur tension bhi ho gi ke ais ladki se shadi ho jaye aur sath sath zina hone ka bhi khatra ho ga. Ais liye halal rasta apnayain aur reserve rehain.

Agar Ghair Mehram Cousin ghar mein rehne ke liye aa jaye tou awwal tou aise parda karna chahiye. Agar wo na kare tou ais se ahtiyaat karen aur ais se free no hon. Agar ek hi jagah ghar ke afrad ke sath cousin bhi hai tou aamne saamne na baithain aur salam dua ke baad wahan se nikal jain.

Quran aur Hdees (Hadith) mein Na Mehram se baat karne ke mutaliq rahnumae ki gi hai. Aurat ko ghair mehram / na mehram mard se baat karte howay narm andaaz apnane se manah kiya gya hai takay jis ke dil mein rog hai wo bejah lalach na karne lagay.

Na Mehram Se Dosti In Islam In Urdu

Na Mehram / Ghair Mehram se dosti (friendship) Islam mein haram aur najaiz hai. . Ais se bachna chahiye. Nojawanon larkon aur larkiyon ka dating karna, payar o mohabbat karna Islam mein haram aur gunnah hai. Dosti ki bajaye shadi / nikah kar lain (ghar walon ke zariye) aur haram dostiyon se bachain.

Na Mehram Ke Bare Mein Islam Ke Ahkam

Agar Ladka (Larka) aur Ladki (Larki) ek dusre se beghair Nikah / Shadi ki baat karna dil lagi ke liye ya dosti ke liye tou yeh Islam mein haram hai.

Mard Ka Parda

Mard ko chahiye ke wo aurat (jo beshak beparda kyun na ho) ki tarf buri nazron se na dekhe nahi tou aise bhi gunah mile ga aur ais beparda aurat ko jo gunah ki tarf miyal kar rehe hai.

Zaroorat parhne (padhne) par salam dua de ja sakte hai aur to the point baat ki jaye zayda free hone ki zaroorat nahi hai. Achanak nazar par koi gunah nahi hai.

غیر محرم / نا محرم سے دوستی کرنا کیا جائز ہے؟

نا محرم سے دوستی کرنا اسلام میں حرام اور گناہ ہے۔ اس سے بچنا چاہیے۔

نا محرم سے بات چیت کرنا اور سلام و دعا کرنا کیسا ہے؟

غیر محرم / نا محرم رشتے دار سے سلام و دعا کی جا سکتی ہے لیکن اس سے فری ہونے کی ضرورت نہیں ہے۔ غیر محرم سے ضرورت کے تحت بات چیت، گفتگو بھی کی جا سکتی ہے لیکن اگر فتنے کا اندیشہ ہو تو پھر بات چیت نہ کی جائے۔ اگر نا محرم کزن گھر میں رہنے کے لیے آ جائے تو اول تو پردہ عورت پر فرض ہے اور وہ اگر پردے میں نہیں ہے تو اس سے احتیاط کریں اور اس سے فری نہ ہوا جائے۔ اور اگر ایک ہی جگہ نا محرم کزن بھی ہے اور باقی بھی تو پھر آمنے سامنے نہ بیٹھا جائے۔ بس سلام و دعا کی جائے۔ اور وہاں سے نکل جائیں۔ اللہ ہمیں سمجھنے اور عمل کی توفیق عطا کرے۔ آمین!

نا محرم کے بارے میں اسلام کے احکام

نا محرم سے ایک عورت فری نہ ہو۔ صرف ضرورت کے تحت ہی بات کر سکتے ہیں 
لیکن دوستیاں کرنا کسی بھی وجہ سے چاہے دل لگی کے لیے ہو ٹائم پاس کے لیے، وغیرہ وغیرہ یہ اسلام میں جائز نہیں ہے۔

مرد کا پردہ

نا محرم عورت سے ایک مرد کو بھی فری ہونے کی ضرورت نہیں ہے اور اگر ایک بے پردہ بھی تو بھی اس پر بُری نظر ڈالنا گناہ ہے عورت کو بھی بے پردگی کا گناہ ملے گا اور مرد کو بھی اگر وہ اپنی نظر کی حفاظت نہیں کرے گا۔ اچانک نظر پر کوئی گناہ نہیں ہے۔

يٰـنِسَآءَ النَّبِیِّ لَسْتُنَّ کَاَحَدٍ مِّنَ النِّسَآءِ اِنِ اتَّقَيْتُنَّ فَـلَا تَخْضَعْنَ بِالْقَوْلِ فَيَطْمَعَ الَّذِيْ فِيْ قَلْبِهِ مَرَضٌ وَّقُلْنَ قَوْلًا مَّعْرُوْفًا (32)

اےِ پیغمبر کی بیویوں! تم عورتوں میں سے کسی ایک کی بھی مِثل نہیں ہو، اگر تم پرہیزگار رہنا چاہتی ہو تو (مَردوں سے حسبِ ضرورت) بات کرنے میں نرم لہجہ اختیار نہ کرنا کہ جس کے دل میں (نِفاق کی) بیماری ہے (کہیں) وہ لالچ کرنے لگے اور (ہمیشہ) شک اور لچک سے محفوظ بات کرنا۔ (سورة الاحزاب آیت نمبر 32)

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ اگر آدمی کے سر میں لوہے کا کیل ٹھونک دیا جائے تو یہ اس کے لیے اس بات سے بہتر ہے کہ وہ کسی ایسی عورت کو چھوئے جو اس کے لیے حلال نہیں ہے۔

Ghair Mehram / Na Mehram Se Baat Karna - Dosti Karna - Salam Dua Karna Kya Jaiz Hai | Ask Mufti Tariq Masood Sahab

Comments

Popular posts from this blog

(Nikah) Shadi Ki Pehli Raat Ki (Islamic) Dua In Arabic With Urdu And English Translation (Tarjuma)

Kya Biwi Ko Peeche Se Karna Jaiz Hai? - Humbistari Ke Masail - Sawal Jawab (Question And Answer In Urdu)

Napaki Ki Halat Mein Masjid Mein Ja Kar Namaz Parhna (Padhna)

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.