Mangni Ki Rasam Kise Kehte Hai - What Is Engagement Ceremony In Islam In Urdu

Engagement Ceremony In Islam In Urdu / Mangni Ki Rasam In Islam In Urdu / Kya Islam Mein Mangni Haram Hai

Mangni Ki Rasam Islam Mein Jaiz Nahi Hai aus mein Rishta tay hone ka wada kiya jata hai. Ais tarah ab Ladka (Larka) aur Ladki (Larki) ek dosray ke Mangetar (Fiancee) ban jate hain lakin wo apis mein ek dosray ke Na Mehram / Ghair Mehram hain. Aapis mein free nahi ho sakte hain. Ais liye ain ka milna julna, enjoy karna, ghanton baatain karna haram hai.

Mangni Vs Nikah / Difference Between Nikah And Mangni In Urdu / Nikah Aur Mangni Mein Kya Farq Hai?

1. Mangni Islam mein haram / najaiz hai jabke Nikah / Shadi Halal hai.

2. Nikah karne se Rishte wajood mein aa jate hain. Ladka Shohar (Husband) aur Damaad (Son-In-Law) ban jata hai jabkay ladki Biwi (Wife) aur Bahu (Daughter-In-Law) ban jate hai aurr yeh aapis mein baat cheet, pyar o mohabbat ka izhar kar sakte hain jabkay mangni mein Rishte wajood mein nahi atay hain aur aapis mein free hona aur pyar o mohabbat karna haram hai.

Dailymotion Video | Adv. Faiz Syed Sahab | منگنی کی رسم کیا ہے | اسلام میں منگنی کی کیا حثیت ہے؟ | ایڈوکیٹ فیض سید صاحب بیان


Comments

Popular posts from this blog

(Nikah) Shadi Ki Pehli Raat Ki (Islamic) Dua In Arabic With Urdu And English Translation (Tarjuma)

Kya Biwi Ko Peeche Se Karna Jaiz Hai? - Humbistari Ke Masail - Sawal Jawab (Question And Answer In Urdu)

Napaki Ki Halat Mein Masjid Mein Ja Kar Namaz Parhna (Padhna)

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.