Kya Balon - Hair Ko Colour Karna Jaiz Hai
Balon (Hair) ko Kon Sa Color karna (Hair Dye) Islam Main Jaiz Hai kya? Balon Ka Rangna Kis Rang Sa Karna Chaiye? / Kali Mehndi Lagana Jaiz Hai Kya?
Balon ko sirf Kalay Rang Sa nahi Rang Sakte 40 saal ka baad khas tor par. Kalay Rang ke Elawa Lal Dark Brown Color Lagaya Ja Sakta Hai. Lal Rang Ki Mehndi sa Balon ko rangna chahiye.
Albata kuch moqay par kala rang lagana jaiz hai jaisay Sirf Apni biwi ki farmaish par shadi k waqt, jang ka waqt kyou k jang mian jhot jaiz hai. Asiay moqay par kala rang lagaya ja sakta hai.
بالوں کا رنگنا کیا جائز ہے؟ اور کونسے رنگ سے بالوں کو رنگنا چاہیے؟ مہندی لگانا کیسا ہے؟
کالی منہدی لگانا جائز نہیں ہے۔
کیا بالوں کو کالا رنگ لگانا جائز ہے؟ یا پھر بالوں کو رنگ لگا ہی نہیں سکتے؟ اس کا جواب دیا گیا ہے ان ویڈیوز میں۔
Comments
Post a Comment