(Nightfall) Ehtelam Ka Ilaj In Islam In Urdu - Ehtelam Ke Masail In Islam In Urdu

Nocturnal Ejaculation / Wet Dream / Sex Dream / Nocturnal Orgasm / Sleep Orgasm / In Male (Mard) Or Female (Aurat) In Islam In Urdu


Ehtelam is Good or Bad? (Urdu)

Or

Kya Ehtelam Aik Bimari Hai Yah Aik Fitari Amal Hai / Yeh Kya Hai / Meaning?

Ehtelam Aik Fitari Amal hai ais liye yeh aik acha amal ha bura nahi hai. Yeh aik bimari (marz) nahi hai. Ais mein mard ki sotay howay shehwat se ya waise hi mani (semen) kharij ho / nikal jate hai. Albata agar koi mard aurat khial lata hai aur phir khawab mein wohi aurat aati hai aur wo discharge hota tou yeh natural (fitari) nahi hai. Ais liye achay aur pakeeza khilat rakhnay chahiye.

Ehtelam Kitne Din Baad Hona Chahiye? / Ehtelam Ka Rozana Hona / Kasrat-E-Ehtelam Ka Ilaj / احتلام کا علاج

Jitne bar bhi ho jaye ais sa kuch nai hota hai chahe rozana ho kyun ke yeh ek fitari amal hai agar fitri tor par ho. Apnay Khilat ko pakeeza rakhain tou kasrat-e-ehtelam par control kiya ja sakta hai. Sab say baitar ilaj Shadi hai. Allah ka ek Inam hai Apne banday par. Thanks To Allah! (Ehtelam Ka Hona Kaisa Hai)

Ehtelam Ke Masail In Islam In Urdu / احتلام کے مسائل

Ehtelam Na Hone Ke Nuqsanat / Ais Ka Bilkul Na Hona In Urdu / احتلام کے نقصانات

Ais ke na honay se agar mard ghair shadi shuda hai tou wo na mard ban sakta hai ya phir Gunahon (Zina, Hand Practice (Masturbating), Gandi Filmain Dekhne wagairah wagairah) mein par sakta hai. Ais liye Baligh Hotay Hi Aulad Ki Shadi Karne Chahiye agar munasib rishta mil jaye.

Ehtelam Ka Fayde / احتلام کے فوائد

Ehtelam honay se mard ghair fitari tarikon se apni khwaish pori karne se bach jata hai. Waldain ko chahiye ke wo apnay bachon (jo ke agar kama na rehe hon lakin wo achay, samajhdar aur zimmedaar hain)  ki shadi baligh hote hi kar dain aga munasib rishta mil jaye.

Ehtelam Ka Gunnah?

 Ais ka koi Gunnah nai hai.

Kya Ehtelam Aurat (Female) Ko Bhi Ho Sakta Hai?

Gi hain aurat (female / women) ko bhi ho sakta hai.



کیا احتلام ایک فطری عمل ہے؟ حکیم اور ڈاکٹر کیسے نوجوانوں کو بیوقوف بناتے ہیں؟ کیا کثرتِ احتلام ہونا کوئی بیماری ہے؟ 

ان سوالوں کا جواب ویڈیو میں دیا گیا ہے۔

کیا مردوں کی طرح عورتوں کو بھی احتلام ہوتا ہے؟

جی ہاں! مردوں کی طرح عورتوں کو بھی احتلام ہوتا ہے لیکن انھیں بہت کم ہوتا ہے۔

Dailymotion Video - Ehtelam Kya Hai | Ehtelam Kyun Hota Hai | ڈاکٹر محمد شرافت علی صاحب

Kya Ehtelam Aik Bimari Hai Yah Aik Fitari Emal Hai | Dr. Muhammad Sharafat Ali Sahab

YouTube Video

 

 

 

 Facebook Video


Comments

Popular posts from this blog

(Nikah) Shadi Ki Pehli Raat Ki (Islamic) Dua In Arabic With Urdu And English Translation (Tarjuma)

Kya Biwi Ko Peeche Se Karna Jaiz Hai? - Humbistari Ke Masail - Sawal Jawab (Question And Answer In Urdu)

Napaki Ki Halat Mein Masjid Mein Ja Kar Namaz Parhna (Padhna)

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.