Happy New Year 2022 Manana Haram Hai Kya Islam Mein
Happy New Year 2022 is haram in Islam as it is the event of Non Muslims that want to enjoy their life. So, we should avoid from such event. May Allah Forgive us for our sins we did in our previous years and grant us a very Noble Life in upcoming year 2022 and make end our lives on Faith (Iman). Ameen! Happy New Year 2022 Islam mein manana haram hai kyou ke yeh ghair muslimon ka shewa hai. Yeh gham ka muqa hai kyou ke app ka aik saal kam ho giya hai aur aap maut ke qareeb ho gain hain. Aap ne ghuzishta saalon mein jo galtiyan ki hain aun ko agle saal na dohraayain. Allah se tauba karain. Allah hamain aane wale saal mein achay amal karne ki taufeeq ata farmaye aur hamara Iman par khatma naseeb farmaye. Ameen! ہیپی نیوائیر ۲۰۲۲ منانا اسلام میں حرام ہے کیونکہ یہ غیرمسلموں کا شیوہ ہے جو بس زندگی کو انجوائے کرنا چاہتے ہیں۔ سال کے اختام پر آپ کا مزید ایک سال کم ہو جاتا ہے اور آپ موت کے قریب ہو رہے ہیں۔ اس لیئے اللہ سے دعا کریں کہ وہ گزشتہ ہونے والے سالوں میں ہمارے گناہوں کو محاف کر د...