Shadi / Nikah Karo Apni Pasand Ki Aurton Se (Ayat Ka Hissa (Part))

Apni Pasand Ki Aurton Se Shadiyan

Agar Shadi Ke Liye Koi Ladki Pasand Na Aa Rahe Ho To Tou Kya Karen? / Shadi Ke Liye Ladki Kaise Pasand Kare?

Shadi ke liye koi ladki pasand na aa rahe ho tou aisa karen ke app ek aise ladki se shadi karain jis ke Akhlaq achay hon, jo deendar ho sirf shakal o surat na deekhain. Yeh jo Quran mein hai ke Nikah karo apni pasand ki aurton se (Surah Al- Nisa Ayat 4 Ka Kuch Hissa (Part)) ais mein eik mard ko ek aurat ke pasand aane mein sirf khubsurti shamil nahi hai balkay ap aik aurat se ais ke Akhlaq ki waja se bhi shadi kar sakte hain, maal o dolat ki wajah se bhi, khandan ki waja se bhi chahe ais ki shakal o soorat  aap ko pasand na aaye.

نکاح کرو اپنی پسند کی عورتوں سے  (فَٱنكِحُوا۟ مَا طَابَ لَكُم مِّنَ ٱلنِّسَآءِ) سورة النساء آیت نمبر ۳ کا کچھ حصہ (Part) 

 اگر کسی لڑکے کو کوئی لڑکی پسند نہ آ رہی ہو تو وہ کیا کرے؟

یہ جو قرآن پاک میں آیا ہے کہ اپنی پسند کی عورتوں سے شادی کرو اس کا مطلب یہ ہے کہ آپ ایک عورت کو صرف اس کی شکل کی وجہ سے پسند نہیں کرتے بلکہ آپ اس کو اس کے خاندان کی وجہ سے بھی پسند کر سکتے ہیں، اس کے دین کی وجہ سے بھی، مال و دولت کی وجہ سے بھی، اس کے اخلاق کی وجہ سے چاہے اس کی شکل و صورت آپ کو پسند نہ آئے۔

Agar Shadi Ka Liye Koi Ladki Pasand Na Aa Rahe Ho Toh Tou Kiya Karen? / Shadi Ke Liye Ladki Kaise Pasand Kare? - Mufti Tariq Masood Sahab Bayan / Speech

Comments

Popular posts from this blog

(Nikah) Shadi Ki Pehli Raat Ki (Islamic) Dua In Arabic With Urdu And English Translation (Tarjuma)

Kya Biwi Ko Peeche Se Karna Jaiz Hai? - Humbistari Ke Masail - Sawal Jawab (Question And Answer In Urdu)

Napaki Ki Halat Mein Masjid Mein Ja Kar Namaz Parhna (Padhna)

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.