Kya Jaryan (Spermatorrhoea) Se Roza Toot Jata Hai Aur Kya Ghusal Farz Ho Jata Hai?

Roze Mein Jaryan Ka Hona

Agar Kisi Ko Roze Ki Halat Mein Jaryan (Spermatorrhoea) Ho Jaye Tou Kya Ais Ka Roza Toot Jata Hai
/ Kya Jaryan Ki Wajah Se Rooza Toot Jata Hai?

Agar kisi ko Jaryan (Spermatorrhoea) ho aur ais ne Musht Zani yah Hath se Azoo Khas (Azoo-E-Tanasul) se koi harkat na ki ho yah Biwi Ko na Chowa ho balkay sirf ghor-o-fikar se yah sirf aurat ki tasveer dekhne se Mani Kharij howi ho tou ais se Roza nahi toota hai. Allah hamain Pakeeza Khilat Ata Kare. Ameen!

Kya Jaryan Ke Hone Se Ghusal Farz Ho Jata Hai?

Agar Jaryan mein Mani Shehwat se kharj hoi hai tou Ghusal Farz ho jata hai lakin agar shehwat ki beghair kharij hoi hai tou Ghusal farz nahi hota albata Wazu toot jata hai.

کیا جریان سے روزہ ٹوٹ جاتا ہے؟ / اگر کسی کو روزے کی حالت میں جریان ہو جائے تو کیا اس کا روزہ ٹوٹ جائے گا؟

اگر کسی کو روزے کی حالت میں جریان ہو جائے تو اس سے روزہ نہیں ٹوٹتا بشرطیکہ اس نے مشت زنی نہ کی ہو یا ہاھ سے عضوخاص سے کوئی حرکت نہ کی ہو، بیوی سے بوس و کنار نہ کیا ہو۔ اس کو انزال صرف غوروفکر سے یا عورت کی تصویر کو دیکھنے سے ہوا ہو۔ اللہ ہمیں پاکیزہ خیالات عطا کرے۔ آمین!

کیا جریان کے ہونے سے غسل فرض ہو جاتا ہے؟

اگر کسی کو جریان ہوا ہے اور اس کی منی شہوت سے خارج ہوئی ہو تو غسل فرض ہو جاتا ہے لیکن اگر منی بغیر شہوت کے نکلی ہے تو اس سے غسل فرض نہیں ہوتا ہے لیکن وضو ٹوٹ جاتا ہے۔

Jaryan (Spermatorrhoea) Se Roza Toot Jata Hai Aur Ghusal Kab Farz Hota Hai?

Comments

Popular posts from this blog

(Nikah) Shadi Ki Pehli Raat Ki (Islamic) Dua In Arabic With Urdu And English Translation (Tarjuma)

Kya Biwi Ko Peeche Se Karna Jaiz Hai? - Humbistari Ke Masail - Sawal Jawab (Question And Answer In Urdu)

Napaki Ki Halat Mein Masjid Mein Ja Kar Namaz Parhna (Padhna)

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.