Rizq Ki Tangi Se Nijat Ka Tarika / Nuska

Rizq Ki Tangi Se Nijat

Tangdasti / Halal Rozi Ke Liye Kya Tarika Ikhtiar / Wazifa Karen? / Money / Paisay / Wealth / Job / Business / Karobar / Rizq Kaise Milta Hai?

Har kisi ko sirf Allah hi rizq deta hai. Rizq ka zuma Allah ne liya howa hai wo jab chahe kisi ka Rizq kashada kar deta hai aur jab chahe kisi ka rizq tang kar deta hai.

Rizq ki tangi se nijat ka yeh tarika / nuska hai ke Gunnahon se Tauba karen. Astaghfirullah kiya karen. Quran aur Hadith mein Tauba-O-Astaghfar ki bhut zayda ahmiyat bayan ki gi hai. Raat ko Tahajjud ki Namaz parhin.Do do Rakhat parhain aur Allah se apni tangdasti dore karne ki dua karain. Phir isbab bhi ikhtiar karen. Sirf Dur aur wazifa karne se masla hal nahi ho ga. Ais liye Mehnat karen, Koshish Karen, Himmat Karen Phir Nateeja Allah par chor dain kyun ke Nateeja Allah ke Hath mein hai.

Rizq Mein Kushadgi Ka Wazifa / Rozi Mein Barkat Ke Liye Dua / Rozi Mein Barkat Ki Tasbeeh

Rizq mein izafa / kushadgi aur barkat liye Allah se Dua karen. Astaghfar ki Tasbeeh bhut acha wafiza hai. lakin isbab bhi ikhtiar karen phir bhroza / Tawaqal Allah par rakhain.

Halal Rozi / Job / Business Paiso Ke Liye Wazifa

Biwi Shohar ki Rozi ke liye dua kar sakte hai. Shohar ko chahiye ke wo khud bhi dua kare aur koshish bhi kare. In Shaa Allah achi job, halal paisay / halal rizq aur business mein tarqi da ga.

رزق کی تنگی سے نجات کا وظیفہ! / تنگدستی دور کرنے کا طریقہ!

اللہ نے ہر جاندار کے رزق کا زمہ لیا ہوا ہے۔ اللہ جسے چاہتا ہے رزق زیادہ دیتا ہے اور جسے چاہتا ہے اس کا رزق کم کر دیتا ہے۔ اس لیے انسان کو اللہ پر توکل کرنا چاہیے۔ اسباب اختیار کرنے کے ساتھ ساتھ دعا کرے۔ صرف وظیفہ پرھنے پر نہیں انحصار کرنا چاہیے بلکہ کوشش کرے، محنت کرے، ہمت کرے پھر نتیجہ اللہ پر چھوڑ دے۔

رزق بڑھانے کا طریقہ!

رزق میں برکت، کشادگی کے لیے انسان کو گناہوں سے بچنہ چاہیے۔ توبہ و استخفار کرنی چاہیے۔ رات کو تحجد کے وقت اللہ سے حلال رزق، کشادگیِ رزق اور برکت والے رزق کی دعا کرنی چاہیے۔ لیکن کوشش بھی کرے لیکن نظر اللہ پر رکھے۔ اس طرح انشاء اللہ رزق میں برکت بھی ہو گی اور حلال رزق وافر مقدار میں ملے گا۔

ایک بیوی اپنے شوہر کے رزق کے لیے دعا کر سکتی ہے۔ شوہر خود بھی دعا کرے اور ساتھ ساتھ کوشش بھی کرے۔ اسباب بھی اختیار کرے۔ صرف وظیفے اور دعا کرنے سے مسلہ حل نہیں ہو گا۔ اللہ ہمیں رزق حلال کشادگی والا اور برکت والا دے۔ آمین!

Rizq Mein Izafa Kaisay Ho? | Rizq Ke Lie Kya Dua Karen? | Halal Rizq Ka Wazifa Kya Hai? | Ask Mufti Tariq Masood Sahab - Aap Ke Masail Ka Hal

Comments

Popular posts from this blog

(Nikah) Shadi Ki Pehli Raat Ki (Islamic) Dua In Arabic With Urdu And English Translation (Tarjuma)

Kya Biwi Ko Peeche Se Karna Jaiz Hai? - Humbistari Ke Masail - Sawal Jawab (Questions And Answers In Urdu Language)

Astaghfirullah Alladzi La Ilaha Illa Huwal Hayyul-Qayyum Wa Atubu Ilayhi In Arabic Urdu English (Texts - Translation - Pictures / Images)

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.