Love Marriage - Pasand Ki Shadi Ke Liye Parents Family Ko Kaise Manaye

Pasand Ki Shadi

Mohabbat Ki Shadi In Islam In Urdu / Kya Islam Mein Mohabbat Karna Gunah Hai

Shadi se pehly mard (male) aur aurat (female) ka dosti karna haram aur gunah hai. Agar kisi ko koi ladka yah ladki pasand hai (ya mohabbat kartay hain) tou aunain chahiye ke wo ghar walon ke zirye Nikah ka paigham bejain aur shadi kar lain lakin haram dostiyan na karen. Yeh sab Be-Pardagi, Co-education System aur mard aur aurat ka ek dusre se free hone ka nateeja hai. Ais Liye aaj kal Ishq mashkay hotay hain.

Love Marriage Ke Liye Family Ko Kaise Manaye Dua / Pasand Ki Shadi Ke Liye Parents Ko Manane Ka Wazifa / Ladke Ki Maa Ko Razi Karne Ka Wazifa / Ghar Walon Ko Shadi Ke Liye Manane Ki Dua

Agar Munasib rishta mil jaye aur waldain na manain tou waldain ko samjhain aur manaye. Ghar walon ko manane ke liye dua ki ja sakte hai lakin ais ka koi wazifa nahi hai.

Agar Shadi Ke Liye Ghar Wale Na Mane Tou Kya Karen?

Ladki ke Walid-E-Mohtaram ko chahiye ke wo dekhain ke agar ladka shareef hai, amanatdar hai, halal kama raha hai yah halal kama sakta hai aur ladki ke kufo ka rishta hai yani ladka, ladki ke hum palla hai yah ladki se behtar hai tou Nikah kar dain. Aise tarah ladki bhi deendar hai aur achay Ikhlaq wali hai, acha khandan hai, khubsurat hai tou waldain ko Nikah kar dena chahiye. Agar wo ais sab ke bawajood Nikah nahi karte tou wo Gunehgaar hon gain. Allah hamain Samjhne aur amal ke Taufeeq Ata kare. Ameen!

اگر کسی کو عشق ہو گیا ہے یا کوئی لڑکی پسند آ گئی ہے تو اسے چاہیے کہ وہ لڑکی کے والد صاحب کو رشتہ کا پیغام بھیجے اور لڑکی کے والد صاحب کو چاہیے کہ وہ دیکھیں کہ اگر لڑکا نیک و شریف ہے، ایمانتدار ہے، حلال کما رہا ہے یا کما سکتا ہے اور رشتہ لڑکی کے کفو کا ہے یحنی لڑکی کے دین و اخلاق، مال، خاندان، زہانت کے لحاظ سے لڑکا برابر ہے یا اس سے بہتر ہے تو والدین کو شادی کر دینی چاہیے۔ اگر والدین پھر بھی شادی نہیں کرتے تو وہ ایسی صورت میں گنہگار ہوں گے۔ اللہ ہمیں سوچنے، سمجھنے اور عمل کی توفیق عطا کرے۔ آمین!

Agar Kisi Se Ishq Ho Jaye Tou Shadi / Nikah Ke Liye Waldain Ko Razi Kaise Karen | Ask Mufti Tariq Masood Sahab - Aap Ke Masail Ka Hal

Comments

Popular posts from this blog

(Nikah) Shadi Ki Pehli Raat Ki (Islamic) Dua In Arabic With Urdu And English Translation (Tarjuma)

Kya Biwi Ko Peeche Se Karna Jaiz Hai? - Humbistari Ke Masail - Sawal Jawab (Question And Answer In Urdu)

Napaki Ki Halat Mein Masjid Mein Ja Kar Namaz Parhna (Padhna)

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.