Allah Ke Liye Mohabbat Karna

Allah Ki Mohabbat

Jo mohabbat Allah ke liye ki jate hai wo qaim rehte hai aur Allah ki mohabbat ke siwa sab Mohabbatein khatam ho jate hain.

Quran mein Allah ki mohabbat par bhut zayda zoor diya giya hai. Hadees mein hai ke jo Allah ke liye mohabbat karte hain wo qayamat ke din Allah ke Arsh ke saaye mein hon gain.

Allah Ki Mohabbat Ki Dua / Wazifa

Allah ki mohabbat hasil (pane) karne ki dua bhi karni chahiye aur amal bhi yani ke Allah ki nafarmani se bachain. Agar gunah ho jaye tou Allah se maafi (Tauba-Wo Astaghfar karni chahiye) mangain. Ais tarah aap mein Allah ki mohabbat paida ho jaye gi In Sha Allah. Allah se mohabbat ka koi khas wazifa nahi hai.

اَللّٰھُمَّ اِنِّیْ اَسْئَلُکَ حُبَّکَ وَ حُبَّ مَنْ یُّحِبُّکَ وَ عَمَلَ الَّذِیْ یُبَلِّغُنِیْ حُبَّکْ،اَللّٰھُمَّ اجْعَلْ حُبَّکَ اَحَبَّ اِلَیَّ مَنْ نَفْسِی وَمَالِیْ وَاَھْلِیْ وَ مِنَ الْمَاءِ الْبَارِدْ ’’اے اللہ! میں آپ کی محبت،آپ سے محبت کرنے والے شخص کی محبت اور اس عمل کا جو مجھے آپکی محبت تک پہنچا دے،کا سوال کرتا ہوں۔اے اللہ اپنی محبت کو میرے لیے میری جان،مال ،اہل و عیال اور ٹھنڈے پانی سے بھی محبوب بنا دے‘’ (جامح الترمزی)

جو محبت اللہ کے لیے کی جاتی ہے وہ قائم رہتی ہے باقی سب محبتیں ختم ہو جاتی ہیں۔ حدیث میں ہے کہ جو اللہ کے لیے محبت کرتے ہیں قیامت کے دن اللہ ان کو اپنے عرش کے سائے میں جگہ دے گا۔

قرآن اور حدیث میں اللہ کی محبت پر بہت زیادہ زور دیا گیا ہے۔

 اللہ ہمیں اپنی محبت عطا کرے اور اللہ کے لیے دوسروں سے محبت کرنے کی توفیق عطا کرے۔

Surah-Al-Baqarah Ayat 165 Mein Se Hai

قرآن کی سورة البقرہ ۱۶۵ میں سے ہے کہ والذین امنوا اشد حبا للہ (یعنی ایمان والے اللہ سے سب سے زیادہ محبت کرتے ہیں)۔

Sirf Allah Ke Liye Ek Dosray Se Mohabbat Karna Kaisa Hai | Mufti Tariq Masood Shorts Bayan / Speech


Comments

Popular posts from this blog

(Nikah) Shadi Ki Pehli Raat Ki (Islamic) Dua In Arabic With Urdu And English Translation (Tarjuma)

Kya Biwi Ko Peeche Se Karna Jaiz Hai? - Humbistari Ke Masail - Sawal Jawab (Question And Answer In Urdu)

Napaki Ki Halat Mein Masjid Mein Ja Kar Namaz Parhna (Padhna)

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.