Kya Biwi Dusri Shadi Kar Sakte Hai

Biwi Ka Dusri Shadi Karna

Ek Biwi Aur Dusri Shadi

Islam mein ek biwi yah ek aurat ka ek waqt mein sirf ek hi shohar / husband ho sakta hai.

Fasiq-E-Nikah / Tanseekh-E-Nikah Ki Shari Haisiyat

Aik biwi dusri Shadi yah Nikah nahi kar sakte agar ais ka shohar / khawand (Husband) zinda hai. Jab tak ke wo ausay Talaq nahi da deta yah phir ais ke shohar ka inteqal na ho jay. Agar shohar bhut zalim hai aur bunyadi haqooq bhi ada nahi kar raha ho aur aurat sabit bi karwa da. Baitar ha ka kisi mustand idaray ke Mufti Shahban se khula ka mamla hal karwaye. Ais ke ilawa agar phir bhi shohar talaq na da raha ho tou tab aurat apna Nikah adalat se khatam karwa sakte hai, jise Fasiq-E-Nikah / Tanseekh-E-Nikah kehte hain, aur aurat iddat guzarane ke baad dusri shadi kar sakte hai.

Talaq yafta aur bewa aurat iddat guzarne ke bad dusri shai / nikah kar sakte hai.

Kya Shohar Ke Hote Howay Ek Biwi Ka Dusri Shadi Karna Haram Hai

Ek biwi dusri shadi Islam mein nahi kar sakte jab tak ke ais ka shohar zinda hai. Agar wo ais ke bawajood aisa karte hai tou yeh nature ke khalaf hai aur aurat Gunehgaar ho gi. Aisa karna Islam mein haram hai. Ais se baap ka nasab bhi kharab hota hai kyun ke jo bhi aulad ho gi yeh pata nahi chalay ga ke ais ka baap kon hai.

کیا بیوی دوسری شادی، نکاح کر سکتی ہے؟

 اسلام میں ایک بیوی دوسری شادی اسی وقت کر سکتی ہے جب اسے طلاق ہو جائے یا وہ بیوہ ہو جائے اور وہ عدت کا وقت بھی گزرا لے۔

عدالتی تنسیخ نکاح کی شرعی حیثیت

 اگرعورت کا شوہر زندہ ہے اور وہ اسے طلاق نہ دے تو وہ خلح لے سکتی ہے بشرطیکہ شوہر بہت ظالم ہو، بنیادی حقوق بھی ادا نہ کر رہا ہو۔ عورت اس بات کو ثابت بھی کرے کہ وہ سچ کہ رہی ہے۔ اس کا شوہر اسے طلاق بھی نہ دے رہا ہو خلح کا محاملہ کسی مستند ادارے کے مفتی صاحبان سے کروائے تاکہ شرعی طور پر خلح مل جائے۔ اگر شوہر پھر بھی طلاق نہ دے رہا ہو تو عورت عدالت سے فسخِ نکاح کروا سکتی ہے۔ اگرثابت ہو جائے کہ عورت سچ کہ رہی ہے اور شوہر طلاق نہیں دے رہا تو پھر عدالت یکطرفہ طور پر نکاح ختم کر سکتی ہے جسے فسخِ نکاح کہتے ہیں۔۔

کیا بیوی شوہر کے ہونے کے باوجود دوسری شادی کر سکتی ہے؟

ایک بیوی اگر شوہر کے ہوتے ہوئے دوسری شادی یا نکاح کرے گئی تو یہ حرام ہے کیونکہ اس سے مرد کے نصب میں خلل پڑے گا پتہ ہی نہیں چلے گا کہ پیدا ہونے والے اولاد کا باپ کون ہے؟

Comments

Popular posts from this blog

(Nikah) Shadi Ki Pehli Raat Ki (Islamic) Dua In Arabic With Urdu And English Translation (Tarjuma)

Kya Biwi Ko Peeche Se Karna Jaiz Hai? - Humbistari Ke Masail - Sawal Jawab (Question And Answer In Urdu)

Napaki Ki Halat Mein Masjid Mein Ja Kar Namaz Parhna (Padhna)

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.