Na Mehram Ka Jhoota Khana Aur Peena

Ghair Mehram Ka Jhoota Khana Aur Peena

Kya Na Mehrm Ka Jhoota Khana Aur Peena Islam Mein Jaiz Hai? / Na Mehram Ka Bachaa Howa Khana Aur Peena Shariat Ki Nazar Mein

Ghair Mehram / Na Mehram ka jhoota khana aur peena ghairat ke khilaaf hai. Agar fitne ka andesha ho ya mohabbat barhne ka andesha ho tou ais amal se mana kiya jaye ga. Agar na mehram aurat ka bacha howa koi na mehram mard ya na mehram aurat kha le ya pee le tou yeh jaiz hai lakin na khana ya peena baitar hai. Albata zaroorat ke tehat khaya ya piya ja sakta hai. Jaise agar bhut zayda bhok lagi ho ya piyas lagi ho aur khane ya peene ke liye kuch bacha howa na ho tou majboori mein khaya ya piya ja sakta hai.

غیر محرم / نا محرم کا جھوٹا کھانا اور پینا کیسا ہے؟

نا محرم کا جھوٹا کھانا اور پینا غیرت کے خلاف ہے۔ اگر فتنے کا اندیشہ ہو گا یا محبت بڑھنے کا اندیشہ ہو گا تو اس عمل سے منح کیا جائے گا۔ اگر کسی نا محرم لڑکی کا بچا ہوا کھانا کوئی نا محرم مرد یا نا محرم عورت کھا لے تو یہ جائز ہے لیکن غیرت کے خلاف ہے۔ نہ کھایا جائے تو بہتر ہے۔ البتہ ضرورت کے تحت کھایا جا سکتاہے جیسے اگر بہت زیادہ بھوک لگی ہو یا پیاس لگی اور کھانا یا پانی بچا ہوا نہ ہو تو مجبوری میں کھایا یا پیا جا سکتا ہے۔

Dailymotion Video - Ask Mufti Tariq Masood Sahab - Aap Ke Masail Ka Hal - Solve Your Problem | آسک مفتی طارق مسحود صاحب | آپ کے مسائل کا حل | سوال و جواب سیشن



YouTube Video

Comments

Popular posts from this blog

(Nikah) Shadi Ki Pehli Raat Ki (Islamic) Dua In Arabic With Urdu And English Translation (Tarjuma)

Kya Biwi Ko Peeche Se Karna Jaiz Hai? - Humbistari Ke Masail - Sawal Jawab (Question And Answer In Urdu)

Napaki Ki Halat Mein Masjid Mein Ja Kar Namaz Parhna (Padhna)

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.