Ghair Mehram / Na Mehram Ke Liye Dua Karna

Na Mehram Ko Dua Mein Mangna

Na Mehram Ko Dua Mein Mangna

Ghair Mehram / Na Mehram ke liye dua ki ja sakti hai lakin yeh munasib nahi hai. Dua mein khas tor par ais ladki ka nam lena munasib nahi hai.

Jis ladki ko aap chahte hon ais ko dua mein ais tarah mangiye ke Ay Allah agar yeh mere haq mein baitar hai tou mujhe ais ko ata kar de. Lakin yeh dua karna ke Ay Allah yehi ladki mujhe mil jaye ghalat hai kyun ke aap Allah ko yeh batana chah rehe hain ke yehi mere haq mein baitar sabit ho gi jabkay Allah zyada baitar janta hai ke yeh aap ke haq mein baitar biwi sabit ho gi yah nahi.

نا محرم کو دعا میں مانگنا

نا محرم / غیر محرم کو دعا میں مانگا جا سکتا ہے لیکن یہ مناسب ہیں ہے۔ دعا میں خاص طور پر لڑکی کا نام لے کر مانگنا مناسب نہیں ہے۔ آپ اللہ سے اس طرح دعا مانگ سکتے ہیں کہ اے اللہ اگر یہ لڑکی میرے حق میں بہتر ہے تو اسے میری بیوی بنا دے۔ لیکن یہ دعا مانگنا کہ صرف یہی عطا کر دے غلط ہے کیونکہ آپ کو اللہ کو یہ کہ رہے ہیں کہ اے اللہ یہی بہتر ثابت ہو گئی جبکہ اللہ زیادہ بہتر جانتا ہے کہ یہ آپ کے حق میں بہتر بیوی ثابت ہو گی یا نہیں۔

Dailymotion Video - Na Mehram Ko Dua Mein Mangna | Ask Mufti Tariq Masood Sahab - Question Answer | نا محرم کو دعا میں مانگنا | آسک مفتی طارق مسحود صاحب | سوال و جواب سیشن | آپکے مسائل کا حل

YouTube Video

Comments

Popular posts from this blog

(Nikah) Shadi Ki Pehli Raat Ki (Islamic) Dua In Arabic With Urdu And English Translation (Tarjuma)

Kya Biwi Ko Peeche Se Karna Jaiz Hai? - Humbistari Ke Masail - Sawal Jawab (Question And Answer In Urdu)

Napaki Ki Halat Mein Masjid Mein Ja Kar Namaz Parhna (Padhna)

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.