Ghair Mehram / Na Mehram Se Taluq In Islam In Urdu
Islam Mein Ghair Mehram / Na Mehram Se Taluqat Rakhna Kaisa Hai? / Najaiz Taluqat In Islam In Urdu / Agar Kisi Ke Na Mehram Se Taluqat Hon Tou Wo Kya Kare?
Islam mein Ghair Mehram / Na Mehram se taluqat rakhna haram / najaiz hai. Agar shadi / nikah kar liya jaye tou phir aapis ke taluqat halal ho jain gain.
Na Mehram Se Taluq Ki Saza
Na mehram se taluq ki saza dunya mein yeh milti hai ke har waqt besukooni rehte hai dil bechain rehta hai aur gunah bhi milta hai. Agar tauba na ki tou Akhirat ki saza ais se bhi zayda sakht hai.
نا محرم / غیر محرم سے تحلقات رکھنا کیا جائز ہے؟
نا محرم سے تحلقات رکھنا حرام اور ناجائز ہے۔ اس سے بچنا چاہیے۔ اگر کسی کے غیر محرم سے تحلقات ہیں تو وہ آپس میں شادی، نکاح کر لیں تو یہ تحلقات جائز ہو جائیں گیں۔
نا محرم سے تحلقات کی سزا
نا محرم سے تحلقات کی سزا یہ ہے کہ دل بے سکون رہتا ہے۔ ہر وقت بے چینی رہتی ہے۔ ایسے تحلقات رکھنے والوں نے اگر توبہ نہ کی تو آخرت کی سزا اس سے بھی زیادہ سخت ہے۔
Comments
Post a Comment