Posts

Showing posts from December, 2022

Kya Kisi Gunehgaar Se Nafrat Karni Chahiye Ais Kay Gunah Ki Wajah Se?

Image
Kisi ki zaat se nafrat krna ais wajah se ke yeh Gunehgaar hai galat hai kyun ke ho sakta hai ke Allah ais ko tauba ki tofeeq day day aur ais ko hidayat mil jaye aur wo aap se bhi acha ho jaye. Ais liye ais ko haqeer mat janain. Ais se nafrat na karen balkay ais ke gunah se nafrat karen. کیا کسی گناہگار سے نفرت کرنی چاہیے اس کے گناہ کی وجہ سے؟ کسی گناہگار سے نفرت نہیں کرنی چاہیے بلکہ اس کے گناہ سے کرنی چاہیے کیونکہ ہو سکتا ہے کہ گناہگار توبہ کر لے اور اللہ اسے ہداہیت دے دے۔ اس لیے گناہگار کو حقیر نہیں جاننا چاہیے۔ اس سے اچھے طریقے اور نرمی سے بات کریں تاکہ اس پر آپ کی باتوں کا اثر ہو سکے۔ YouTube Video

Ameer Aur Gareeb Mein Kya Farq Hota Hai

Image
Ameer (Rich) Aur Gareeb (Poor) Ka Asal Matlab Ameer wo hai jis ki zaroriat pori ho rehe hain aur gareeb wo hai jis ki zaroriat pori nahi ho rehe hain. Jaise ke aik gareeb ke paas itna maal-o-dolat ho ke wo apni zaroriat-e-zindagi pori na kar sakay. امیر اور غریب میں کیا فرق ہوتا ہے؟ | امیر اور غریب کا اصل مطلب کیا ہے؟ امیر وہ ہے جس کی ضروریات پوری ہو رہی ہیں جبکہ غریب وہ ہے جس کی ضروریات پوری نہیں ہو رہی ہیں۔ جیسے کسی غریب کے پاس اتنا مال و دولت ہو کہ وہ اپنی خرچے پورے نہ کر سکے تو ایسا شخس غریب کہلائے گا۔ YouTube Video

Aik Mard Ghair Zimmedar Kyun Banta Hai

Image
Zimmedar Aur Ghair Zimmedar Mard (Responsible And Irresponsible Man In Islam In Urdu) Aik mard ghair zimmedar, baikar, susat aur kahil ais liye banta hai kyun ke ais ki tarbiyat achi nahi ki jati hai. Ausay wo kam nahi diye jatay jis ke karnay se wo aik zimmedar mard ban sakay. Ais liye ais ki achi tarbiyat ki jaye aur ausay Halal kamanay ke tarikay bataye jayain takay wo apna kamana bhi shoro kar day aur baligh hotay hi apnay kharchay par apni shadi bhi kar lay. ایک مرد غیر ذمہ دار کیوں بنتا ہے؟ ایک مرد اس لیے غیر ذمہ دار، سست و کاہل اور بیکار بنتا ہے کیونکہ اس کی تربیت اچھی نہیں کی جاتی۔ وہ بس یا تو کھیل کھود میں لگا رہتا ہے یا پھر آوارہ گردی میں مشغول رہتا ہے اور یا پھر وہ گھر میں پڑا بیکار رہتا ہے۔ اس کا حل یہ ہے کہ اس کی اچھی تربیت کی جائے اور اسے وہ کام لیے جائیں جس سے وہ ذمہ دار مرد بن سکے۔ اسے حلال کمانے کے طریقے بتائے جائیں۔ بہتر یہ ہے کہ وہ پڑھائی کے ساتھ ساتھ اپنا کچھ کمانا بھی شروع کر دے تاکہ ابھی سے اُسے حلال کمانے کی عادت لگ جائے اور وہ اپنے پاوں پر کھڑا ہونا شروع

Girlfriend And Boyfriend Relationship In Islam In Urdu

Image
Girlfriends Aur Boyfriends Culture In Islam In Urdu Girlfriends and Boyfriends Relationship Islam mein Haram aur Najaiz hai. Agar kisi ki koi girlfriend hai ya kisi ka koi boyfriend hai tou ghar shadi ka paigham bhej kar ais se shadi kar lain lakin haram dostiyon se bachain. کیا اسلام میں گرل فرئینڈز اور بوائے فرئینڈز ریلشن جائز ہے؟ سلام میں گرل فرئینڈز اور بوائے فرئینڈز ریلشنشپ حرام ہے ۔ اگر کسی کو کسی سے شق ہو گیا ہے یا محبت ہو گی ہے تو گرل فرئینڈ یا بوائے فرئینڈ نہ بنائیں بلکہ گھر شادی کا پیغام بھیج کر نکاح کر لیں اور حرام دوستیوں سے بچیں۔ اور اگر شادی نہ ہو سکے تو کسی اور جگہ کر لیں کیونکہ آپ شادی اس لیے کر رہے ہیں کہ اس سے اللہ کی رضا حاصل ہو۔ اس لیے یہ لڑکا یا لڑکی سے شادی مقصد نہیں بلکہ اصل ہدف اللہ کی رضا ہے۔ تو پھر اب جس سے بھی شادی ہو جائے اللہ کی رضا حاصل ہو جائے گی۔ YouTube Video

Marriage / Shadi / Nikah Kab Karna Chahiye

Image
Nikah / Shadi Ki Umar In Islam In Urdu Aulad ki Shadi / Nikah ais waqt karna chahiye jab Aik Larka (Ladka) Aur (Ladki) Baligh Ho Jayain aur munasib rishta bhi mil jaye. Albata Walid Sahab ke zimmay apnay betay ki shadi karwana tou hai lakin shadi ka kharcha uthana nahi hai yani Ikhlaqi zimmedari tou hai lakin zaroori nahi hai. شادی / نکاح کب کرنا چاہیے؟ شادی / نکاح اس وقت کرنا چاہیے جب ایک لڑکا اور لڑکی بالغ ہو جائیں اور مناسب رشتہ بھی مل جائے۔ البتہ والد صاحب کے ذمے اپنے بیٹے کی شادی کروانا تو ہے لیکن شادی کا خرچہ اٹھانا نہیں ہے یحنی اخلاقی ذمہ داری تو ہے لیکن ضروری نہیں ہے۔   YouTube Video

Nikah Ki Istitaat Na Honay Ka Kya Matlab Hai (Hdith / Hadees Ka Mafhoom)

Image
Islam mein Shadi / Nikah ki Istitaat na honay ka matlab yeh hai ke aap ko aap ki hasiyat ke mutabiq koi Rishta nahi de raha hai. Lakin agar koi rishta de raha hai tou phir yeh kaha jaye ga ke aap mein nikah ki istitaat hai. نکاح کی استطاعت نہ ہونے کا اصل مطلب کیا ہے؟ نکاح میں استطاعت نہ ہونے کا مطلب یہ ہے آپ کو آپ کی حثیت کے مطابق سرے سے آپ کو کوئی رشتہ دینے کو تیار ہی نہیں ہے۔ ایسے شخص کے متحلق رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے ارشاد فرمایا کہ ایسا شخص کثرت سے روزے رکھے۔ YouTube Video

Jannati Mard Ki Nishaniyan In Islam In Urdu

Image
Aik mard ka aurat ki nisbat Jannat mein jana mushkil hai kyun ke mard ki zimmedariyan aurat se zyada hoti hain. Jannati Mardon Ki Nishaniyan agar kisi mard mein paai jayain tou wo Allah Ke Fazal-O-Karam se Jannat mein zaroor jayega (In Sha Allah!) 1. Aisay Mard jo Allah ke sath kisi ko Shareek nahi thahartay hain. 2. Wo mard jo paanch waqt ki Namaz Ada kartay hain 3. Wo mard jo Faraiz-O-Wajibat ada kartay hain 4. Wo Mard jo Halal kamatay hain 5. Aisay Mard jo Zakat Ada Kartay hain 6. Wo mard jo Apni Auladon ke darmiyan barabari rakhtay hain 7. Aisay Mard jo apni biwiyon ke sath acha salook kartay hain 8. Wo mard jinho ne aik se zyada shadiyan ki howi hain wo apni biwiyon ke darmiyan adal kartay hain 9. Wo mard jo Allah ki Raah mein Shaheed ho jatay hain 10. Wo mard jo apni Aulad ki achi tarbiyat kartay hain aur apni betiyon ki bar waqt shadi kar detay hain agar munasib Rishta mil jaye 11. Aisay mard jo Gussay Par Qabu paate Hain 12. Wo mard jo Rishtay Jortay Hain جنتی مردوں کی

Konsi Aurat Jannat Mein Jayegi

Image
Janati Aurat Ki Nishaniyan Aur Naik Aamaal / Janti Auratain In Islam In Urdu Wo auratain Allah ke Fazal-O-Karam se Jannat mein jayegain jo ain paanch batoon par amal karen: 1. Auratain Paanch Waqt ki Namaz Parhain 2. Apnay Shoharon Ki Na Shukri Na Karen 3. Shari Tor Par Parda Karen 4. Apni Aulad Ki Achi Tarbiyat Karen 5. Apni Zuban par qabu (control) karen yani Jhoot, Gheebat, Bohtan Waghera se bachain کونسی عورتیں جنت میں جائیں گیں؟ وہ عورتیں جنت میں اللہ کے فضل و کرم سے جائیں گیں جو ان پانچ کاموں پر عمل کریں گیں ۱۔ ایسی عورت جو پانچ وقت کی نماز پڑھے ۲۔ ایسی عورتیں جو اپنے شوہروں کی ناشکری سے بچیں ۳۔ ایسی عورتیں جو شرعی پردہ کریں ۴۔ وہ عورتیں جو اپنی اولاد کی اچھی تربیت کریں ۵۔ وہ عورتیں جو اپنی زبان پر قابو رکھیں یحنی جھوٹ، غیبت اور دوسرے زبان کے گناہوں سے بچیں YouTube Video

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.