Jannati Mard Ki Nishaniyan In Islam In Urdu

Jannati Mard Ki Nishaniyan

Aik mard ka aurat ki nisbat Jannat mein jana mushkil hai kyun ke mard ki zimmedariyan aurat se zyada hoti hain.

Jannati Mardon Ki Nishaniyan agar kisi mard mein paai jayain tou wo Allah Ke Fazal-O-Karam se Jannat mein zaroor jayega (In Sha Allah!)

1. Aisay Mard jo Allah ke sath kisi ko Shareek nahi thahartay hain.
2. Wo mard jo paanch waqt ki Namaz Ada kartay hain
3. Wo mard jo Faraiz-O-Wajibat ada kartay hain
4. Wo Mard jo Halal kamatay hain
5. Aisay Mard jo Zakat Ada Kartay hain
6. Wo mard jo Apni Auladon ke darmiyan barabari rakhtay hain
7. Aisay Mard jo apni biwiyon ke sath acha salook kartay hain
8. Wo mard jinho ne aik se zyada shadiyan ki howi hain wo apni biwiyon ke darmiyan adal kartay hain


9. Wo mard jo Allah ki Raah mein Shaheed ho jatay hain
10. Wo mard jo apni Aulad ki achi tarbiyat kartay hain aur apni betiyon ki bar waqt shadi kar detay hain agar munasib Rishta mil jaye
11. Aisay mard jo Gussay Par Qabu paate Hain
12. Wo mard jo Rishtay Jortay Hain

جنتی مردوں کی نشانیاں

۱۔ وہ مرد جو اللہ کی ذات میں کسی کو شریک نہیں ٹھہراتے
۲۔ ایسے مرد جو پانچ وقت کی نماز ادا کرتے ہیں
۳۔ ایسے مرد جو فرائض و واجبات ادا کرتے ہیں
۴۔ وہ مرد جو زکوٰۃ ادا کرتے ہیں
۵۔ ایسے مرد جو حلال کماتے ہیں
۶۔ ایسے تاجر جو ایمانتداری سے تجارت کرتے ہیں
۷۔ وہ مرد جو اپنی بیویوں کے ساتھ اچھا سلوک کرتے ہیں
۸۔ ایسے مرد جہنوں نے ایک سے زیادہ شادیاں کی ہوئی ہیں وہ اپنی بیویوں کے درمیان عدل کرتے ہیں اور کسی ایک کو لٹکا کر نہیں چھوڑ دیتے ہیں
۹۔ ایسے مرد جو اللہ کی راہ میں شہید ہو جتے ہیں
۱۰۔ وہ مرد جو رشتہ داری جوڑتے ہیں۔
۱۱۔ ایسے مرد جو غصہ پر کنڑول کرتے ہیں
۱۲۔ وہ مرد جو اپنی اولاد میں برابری کرتے ہیں
۱۳۔ ایسے مرر جو اپنی اولاد کی اچھی تربیت کرتے ہیں اور اپنی بیٹیوں کی بروقت شادی کردیتے ہیں

YouTube Video

Comments

Popular posts from this blog

(Nikah) Shadi Ki Pehli Raat Ki (Islamic) Dua In Arabic With Urdu And English Translation (Tarjuma)

Kya Biwi Ko Peeche Se Karna Jaiz Hai? - Humbistari Ke Masail - Sawal Jawab (Question And Answer In Urdu)

Napaki Ki Halat Mein Masjid Mein Ja Kar Namaz Parhna (Padhna)

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.