Aik Se Zyada Shadiyan Karnay Ke Faiday Aur Zimmedariyan

Aik Se Zyada Shadiyan Karna

Aik se zyada shadkiyan ke faiday yeh hain ke bhut si kunwari, talaq yafta aur bewa auraton ka ghar bas jaye ga. Auraton ke pas bhut saari choices hon gain ke wo kis mard se shadi karna chahte hain. Muashray se zina kam ho jaye ga. Family system mazboot ho ga.

Aik se zyada shadiyon karnay mein mard par zimmedariyab bhi aati hain ke wo apni biwiyon ke darmiyan adal karay aur kisi biwi ko latka kar na choray. Biwiyon ke huqooq ada karay. Agar wo aisa nahi kar sakta tou phir aik hi shadi karay.

ایک سے زیادہ شادیاں کرنے کے فائدے اور ذمہ داریاں

ایک سے زیادہ شادیوں کی وجہ سے بہت ساری کنورای، طلاق یافتہ اور بیوہ عورتوں کا گھر بس جائے گا۔ عورتوں کو اچھے سے اچھے شوہر مل جائے گا لیکن ایک سے زیادہ شادیاں کرنے کے بحد مرد پر ذمہ داریاں بھی آتی ہیں جن کو پورا کرنا ضروری ہے جیسے اپنی بیویوں کے درمیان عدل کرے اور کسی ایک بیوی کو لٹکا کر نہ چھوڑ دے۔ اپنی طرف سے کوشش کرے کہ وہ اپنی بیویوں کے حقوق ادا کرے گا۔ اگر وہ حقوق ادا نہیں کر سکتا تو پھر اسے ایک ہی شادی کرنی چاہیے۔

YouTube Video

Comments

Popular posts from this blog

(Nikah) Shadi Ki Pehli Raat Ki (Islamic) Dua In Arabic With Urdu And English Translation (Tarjuma)

Kya Biwi Ko Peeche Se Karna Jaiz Hai? - Humbistari Ke Masail - Sawal Jawab (Question And Answer In Urdu)

Napaki Ki Halat Mein Masjid Mein Ja Kar Namaz Parhna (Padhna)

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.