Shab-E-Barat Ki Fazilat Aur Asal Haqeeqat

Shab-E-Barat Ki Haqeeqat

Shab-E-Barat / 15 Shaban Ki Asal Haqeeqat Aur Fazilat

Shab-E-Barat / 15th Shaban ki Fazilat mein raat ki Ibadat ki fazilat hai Jamhoor Ulma kay nazdeek.

15 Shaban ko Qabristan (Graveyard) jana sawab ki niyat aik bidat amal hai aur baghair sawab ki niyat say jana bidat ki taeed hai. Ais raat ko nahana dhona kisi Sahih Hadees say sabit nahi hai aur ais raat ko koi tehwar nahi hai. Ais raat ko halway bantna bhi jaiz nahi hai. Ais raat ko taqdeer kay faislay nahi hotay hain balkay wo Laylat al-Qadr (Shab-E-Qadr) ki raat ko hotay hain. 15th Shaban ka Roza rakhna bhi kisi Sahih hadees sa sabit nahi hai. Patakhay bajana bhi jaiz nahi hai.

شبِ برات / پندرہ شحبان کی فضیلت اور اس کی اصل حقیقت کیا ہے؟

شبِ برات / ۱۵ (پندرہ) شبحان کی فضیلت میں عبادت کی فضیلت ہے جمہور علماء کے نزدیک۔ اس رات کو قبرستان جانا کسی صحیح حدیث سے ثابت نہیں ہے۔ اس رات کو کوئی تہوار نہیں ہے۔ اس رات نہانا دھونا بھی کسی صحیح مستند حدیث سے ثابت نہیں ہے۔ اس رات کو حلوے بانٹنا بھی جائز نہیں ہے۔ اس رات کو تقدیر کے فیصلے بھی نہیں ہوتے ہیں بلکہ تقدیر کے فیصلے لیلتہ القدر (شبِ قدر) کی رات کو ہوتے ہیں۔ اس دن کا روزہ رکھنا بھی کسی صحیح حدیث سے ثابت نہیں ہے۔ پٹاخے بجانا بھی جائز نہیں ہے۔

Dailymotion Video | Ask Mufti Tariq Masood Sahab | Aap Kay Masail Ka Hal | Solve Your Problems | Masail Session | آسک مفتی طارق مسحود صاحب | آپکے مسائل کا حل | مسائل سیشن

YouTube Video

Comments

Popular posts from this blog

(Nikah) Shadi Ki Pehli Raat Ki (Islamic) Dua In Arabic With Urdu And English Translation (Tarjuma)

Kya Biwi Ko Peeche Se Karna Jaiz Hai? - Humbistari Ke Masail - Sawal Jawab (Question And Answer In Urdu)

Napaki Ki Halat Mein Masjid Mein Ja Kar Namaz Parhna (Padhna)

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.