Do Say Zyada Bachay Paida Karnay Kay Faiday Aur Zimmedariyan

Do Say Zyada Bachay Paida Karna

Zyada Bachay Paida Karna Aur Ais Ki Zimmedariyan

Do say zyada bachay paida karnay kay faiday yeh hain ke Aulad Allah ki tarf say aik nimat aur gift hai ais liye jitni zyada aulad ho gi itna hi acha hai. Aik yeh faida bhi hai ke aapis mein bhai behan aik dosray ki tarbiyat mein lagay rehtay hain ais tarah rishtaydari aur family system mazboot hota hai.

Do say zyada bachay paida karnay mein zimmedari yeh hai ka sirf bachay paida karnay mein na lagain rahain balkay Allah par Tawakal karnay kay sath rozgar ya aamdani kay zaraye bhi talash karnay chahiye. Aik zimmedari yeh bhi hai kay aulad ki jald say jald munasib rishta milnay par shadiyan bhi kar dain.

دو سے زیادہ بچے پیدا کرنے کے فائدے اور ذمہ داریاں

دو سے زیادہ بچے پیدا کرنے کے یہ فائدے ہیں کہ اولاد اللہ کی طرف سے ایک نحمت اور گفٹ ہے۔ اس لیے جتنا زیادہ گفٹ ہو گا اتنا ہی اچھا ہے۔ ایک یہ بھی فائدہ ہے کہ بھائی بہن ایک دوسرے کی تربیت میں لگے رہتے ہیں جس کی وجہ سے والدین کی ذمہ داریاں آسان ہو جاتی ہیں۔ اس سے فیملی سسٹم اور رشتہ داری مضبوط ہوتی ہے۔

دو سے زیادہ بچے پیدا کرنے میں ایک یہ ذمہ داری ہے کہ صرف بچے ہی پیدا نہ کرتے چلے جائیں بلکہ اللہ پر توکل کرنے کے ساتھ آمدنی کے ذرائح بھی تلاش کیے جائیں۔ اولاد کی جلد سے جلد شادی کر دیں اگر مناسب رشتہ مل جائے۔

YouTube Video

Comments

Popular posts from this blog

(Nikah) Shadi Ki Pehli Raat Ki (Islamic) Dua In Arabic With Urdu And English Translation (Tarjuma)

Kya Biwi Ko Peeche Se Karna Jaiz Hai? - Humbistari Ke Masail - Sawal Jawab (Question And Answer In Urdu)

Napaki Ki Halat Mein Masjid Mein Ja Kar Namaz Parhna (Padhna)

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.