Posts

Showing posts from August, 2024

Kya Bangladesh Ki Awam Ki Tarah Pakistani Awam Ko Bhi Pur Aman Ehtijaj (Protest) Karna Chahiye | Bangladesh Mein Inqilab Aur Sheikh Hasina Wajid Ki Hukumat Ka Khatima

Image
Kya Zalim Hukmaranon Ke Khilaf Awam Ko Pur Aman Ehtijaj Karna Chahiye | Ky Bangladesh Ka Inqilab Pakistan Mein Bhi Aana Chahiye Bangladesh ki awam ne pur aman itjaj kar ke inqilab (revolution) la kar bhut acha kam kiya aur Sheikh Hasina Wajid Ki pandra sala Zalimana hukumat ka bil akhir khtima kar diya hai. Pakistani ki awam ko bhi pur aman ehtijaj karna chahiye jaise Karachi mein Daukon ke Raj ke khilaf dharna daina chahiye, bijli ke bilo ke khilaf ehtijaj karna chahiye takay zalim hukumat ko zulm karnay se roka ja sakay. کیا بنگلہ دیش کی عوام نے پرُ امن اجتجاج کر کے جو انقلاب لائے ہیں وہ بغاوت ٹھیک ہے؟ بنگلہ دیش کی عوام نے پرُ امن اجتجاج کر کے جو انقلاب لائے ہیں حسینہ واجد کی ظالم حکومت کا خاتمہ کر کے، ایک اچھا اقدام کیا ہے۔ پاکستان کی عوام کو بھی پرُ امن اجتجاج کرنا چاہیے جیسے کراچی میں ڈاکووں کے راج کے خلاف دھرنا دے کر، بجی کے بلوں کے خلاف اجتجاج کر کے، کوایجوکیشن کے خلاف اجتجاج کرکے ظلم کے خلاف آواز اٹھانی چاہیے۔ Dailymotion Video - Kya Bangladesh Ki Awam Ki Tarah Pakistani

Dr. Shahid Siddique Murder Case (Urdu) | Valencia Town Incident

Image
Dr. Shahid Siddique's (PTI Leader) Son, Muhammad Qayyum Killed his father due to actress. Dr. Shahid Siddique (PTI Leader) ko ain ke baitay (Badbakht) ne actress ki khatar qatal kar diya. Baitay ne apnay baap se tera karore maliat ki BMW luxury car mangi jo ke ais ki girl friend (actress) ko pasand thi. Beta ais ladki se shadi karna chahta tha. Baap ke inkar par ain ka baita ain se naraz ho giya tha. Lakin phir baad mein aik hafta qabal Baap ne apni biwi se khaha ke mein apnay baitay Qayyum ke liye BMW book karwa di hai aur birthday ke din ais ko surprise dain gain lakin baitay ne pehlay hi shooter ke zirye apny baap ko qatal karwa diya. Baita ice kar nasha karta hai aur ais ki jaib karch 5 lakh thi lakin wo walid se 30 lakh mangta tha. Baitay ne apnay hi ghar mein chori ki wardat bhi karwaye thi. Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Hadees (Hadiths) Sachi sabit howi ke “Qayamat Aus Waqt Tak Qaaim Nahi Ho Go Jab Tak Kay Baita Baap Ko Qatal Na Kar Da” ڈاکٹر شاہد صدیق قتل

Competition Kya Hota Hai?

Image
Competition yeh hota hai ke aap kisi field mein kisi se muqabla kartay hain aur ais field mein ais se aagay nikalna chahte hain. Competition Karna Kahan Baitar Hai?  Deen ke mamlay mein competion karna baitar hai aur yeh hi ais ka asal faida hai. Jaise Jannat ki lalach (talab / demand) paida karnay ke liye competition kiya jata hai ke mein naike mein ais se agay nikal jao aur yeh hi real aur healthy competition. Achay kamon mein competition karna bhi baitar hai. یہ کمپیٹیشن (تقابل) کیا چیز ہے؟ کمپیٹیشن یہ ہے کہ آپ کسی بھی میدان یا مقابلہ میں اپنے مقابلے میں شخص سے آگے نکلنا چاہتے ہیں۔ کمپیٹیشن کا اصل فائدہ کہا ہے؟ کمپیٹیشن کا اصل فائدہ اس وقت ہوتا ہے جب ہم دین کے محاملے میں ایک دوسرے سے سبقت لینا چاہتے ہیں اور یہی اصل اور ہیلتھی کمپیٹیشن ہے جیسے جنت کی لالچ (طلب / ڈیمانڈ) پیدا کرنے کے لیے ایک دوسرے سے نیکی میں آگے نکلنے کی کوشش کی جاتی ہے تاکہ مجھے اس سے زیادہ اجرو ثواب مل جائے۔ اچھے کاموں میں ایک دوسرے سے مقابلہ کرنا چاہیے اور پیچھے رہ جانے پر مایوس نہیں ہونا چاہیے کیو

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.