Islam Aur Aurat Ka Parda In Quran In Urdu Quran aur Hadith (Hadees) mein aurat ke parde par bhut zyada zor dya gya hai. Ladki, Biwi Aurat (Women, Wife) Ko Parda Karna Chaiye. Aurat ka parday ko na karna ek kabira gunah hai. Islam Main Aurat ke Parde Ki Bhut Ahmiyat hai. Agar aik Mard Raste mein bay libas bhi ho jaye wo itna fitna nahi da ga jitna aurat k tang, chust and fitting kapray pehnanay se ho ga. Jab khulam khulam behaiye ho rehe hai tou phir aisi behaiye personal matter nahi hai kyun ke wo sub ko nuqsan poncha rehe hai. Mardo Ko Gharat Ka muzarah karna chahiye aur apni biwi, bhan aur beti ko parday ka kehna chahiye.' Aurat Ko Kitna Parda Karna Chahiye Har baligh aur jawan aurat ko farz parda karna ho ga. Jahan ikhlilaf hai jaise Chehre (face) ke parday, haath ke parday aur paon kay parday (jo ke Mustahab hai) wahan gunjaish nikale ja sakte hai aus aurat ke liye jo abi abi deen ki taraf aye hai ya jo abi abi musalman hoi hai aur ais ka mahrool bepardagi wala tha. Jo...