Posts

Showing posts from April, 2022

Kya Roze Ki Halat Mein Toothbrush Aur Miswak Kar Sakte Hain | Ramzan Ke Masail

Image
Kya Roze Ki Halat Mein Toothbrush Ya Toothpaste Aur Miswak Kar Sakte Hain Roze ki halat mein toothbrush / toothpaste karna makrooh hai kyou ki tootpaste se jhag banti hai aur ais ke halaq mein jane se Roza toota sakta hai. Waise toothbrush / toothpaste lagana jaiz hai lakin Roze tootne ke imkan ki wajah se makrooh hai napasandida hai. Behtar hai ke toothbrush na ki jaye. Kya Roze Ki Halat Mein Miswak Kar Sakte Hain? Roze ki halat mein Miswak karna na sirf jaiz hai balkay yeh Sunnat bi hai. Agar ghalti se bhi miswak ka risha yah dandi halaq mein chale jaye tou bhi Roze nahi toota hai. کیا روزے کی حالت میں ٹوٹ برش یا ٹوٹ پیسٹ اور مسواک کر سکتے ہیں ؟ روزے کی حالت میں ٹوٹ برش یا ٹوٹ پیسٹ کرنا مکروہ اور نا پسندیدہ عمل ہے کیونکہ اس سے روزے ٹوٹنے کا امکان ہوتا ہے۔ ویسے روزے میں ٹوٹ پیسٹ کرنا جائز ہے لیکن منح اس لیئے کیا جاتا ہے کیونکہ ٹوٹ پیسٹ کی جھاگ بہت زیادہ بنتی ہے اور اس کے حلق میں پہنچنے کا امکان بھی رہتا ہے اس لیے اس سے علماء کرام منح کرتے ہیں۔ اس لیے روزہ کھولنے کے بحد کرن

Great News! - Federal Shariat Court (FSC) Declared Riba Interest as Against Islamic Sharia

Image
Federal Shariat Court (FSC) Decision On Interest / Riba In Pakistan 2022 There is a Great News Update that, after 32 years of pending Riba Case, the Federal Shariat Court (FSC) of Pakistan Declared Riba / Interest Based System as against Sharia. The court ordered the new government to implement the Riba / Interest Free System on Banking System within the deadline of 5 years ended on December 2027. Interest Free Loans should be given. All financial transactions should be Interest Free / Usury Free. So, the court declared the interest / Riba system as Unlawful and against Islamic Sharia. وفاقی شرعی عدالت نے ربا کیس کے التوا کے (۳۲) 32 سال بحد سودی نظام کو اسلامی شریحت کے خلاف قرار دے دیا ہے۔ وفاقی شرعی عدالت نے وفاقی اور صوبائی حکومتوں کو حکم دیا ہے کہ وہ قوانین میں ترمیم کرے تاکہ پورے ملک میں بینک اپنے بینکنگ سسٹم کو سود سے پاک نظام پر قرض اور مالی محاملات پر استوار کر سکیں۔ اس کے لیے وفاقی شرعی عدالت نے حکومت کو پانچ سال کی ڈیڈلائن دی ہے جو کہ دسمبر2027 (۲۰۲۷) کو ختم ہو جائے

Layatul Qadr Ki Fazilat Aur Ahmiyat | Tarika | Layatul Qadr Ki Raat Kab Hai Aur Lailatul Qadr Ki Raat Muqarar Kyun Nahi Hai

Image
Shab-E-Qadr Ki Raat Kab Hai / Lailatul Qadr (The Night Of Power) Kis Tarikh Ko Hote Hai? | Lailatul Qadr Ko Talash Karnay / Panay Ka Tarika Laylatul Qadar hazar mahino se afzal hai. Hadith se pata chalta hai ke Laitatul Qadr / Shab-E-Qadr ki raat Ramadan ke Akhri Ashray ki Taq Raton (21, 23, 25, 27 aur 29) mein ho sakte hai. Lailatul Qadr zaroori nahi hai ke 27 th Ramadan ko hi ho. Tou jo koshish kare ga tou ause hi yeh Raat Naseeb ho gi In Shaa Allah. Wo hi ais raat ko payega. Ais liye ais Raat ki Tarikh muqarar nahi hai. Ais liye jo chahta hai ke wo ais raat ko paye tou wo Ramadan ki Akhri Ashray ki Taq Raton mein ibadat kare. Jo koshish nahi kare ga wo mehroom rehe ga. لیلتہ القدر کی فضیلت اور اہمیت | لیلتہ القدر کب ہوتی ہے؟ لیلتہ القدر کس رات ہوتی ہے؟ لیلتہ القدر ہزار مہینوں سے افضل ہے۔ لیلتہ القدر، شبِ قدر کی کوئی تاریخ، کوئی رات مقرر نہیں ہے۔ البتہ ایک حدیث ہے جس کا مفہوم ہے کہ لیلتہ القدر کو رمضان کے آخری عشرے کی طاق راتوں (۲۱، ۲۳، ۲۵، ۲۷ اور ۲۹) میں تلاش کرو۔ لیلتہ

Kya Napaki / Janabat Ki Halat Mein Roza Rakha Ja Sakta Hai

Image
Napaki Ki Halat Mein Yah Janabat Mein Sehri Karna Haiz Band Hone Ke Baad (Haiz Se Pak Hone Ke Baad) Ya Ehtelam Ki Halat Mein Roza Rakhna | Sehri Se Pehle Ehtelam Agar Sehri se pehle Ehtelam , Haiz Band Ho Jaye yah humbistari ki ho aur ghusal na kiya hai tou Roza Rakha ja sakta hai aur Sehri ki ja sakte hai. Ais liye Halat-E-Janabat main khana peena jaiz hai aur Roza Rakh aur Sehri kar sakte hain. Jima / Sexual Intercourse / Humbistari Ke Baad Roza Rakh Sakte Hain / Humbistari Ke Baad Sehri Kar Sakte Hain Aise tarah humbistari ke baad khana peena jaiz hai. Namaz ke liye Pak hona zaroori hai aur ais ke liye Ghusal kiya jata hai agar Farz ho jaye warna Wazu kiya jata hai. کیا حالتِ جنابت ، ناپاکی کی حالت میں سحری اور روزہ رکھ سکتے ہیں؟ اگر سحری سے پہلے یا رات کو احتلام، حیض بند ہو جائے (حیض سے پاک ہونے کے بحد) یا ہمبستری کی ہو اور غسلِ جنابت نہ کیا ہو تو ناپاکی یا جنابت کی حالت میں سحری اور روزہ رکھنا جائز ہے۔ روزہ رکھنے کے لیئے پاک ہونا ضروری نہیں ہے۔ نماز کے لیئے پاک ہو

Kya Jaryan (Spermatorrhoea) Se Roza Toot Jata Hai Aur Kya Ghusal Farz Ho Jata Hai?

Image
Agar Kisi Ko Roze Ki Halat Mein Jaryan (Spermatorrhoea) Ho Jaye Tou Kya Ais Ka Roza Toot Jata Hai / Kya Jaryan Ki Wajah Se Rooza Toot Jata Hai? Agar kisi ko Jaryan (Spermatorrhoea) ho aur ais ne Musht Zani yah Hath se Azoo Khas (Azoo-E-Tanasul) se koi harkat na ki ho yah Biwi Ko na Chowa ho balkay sirf ghor-o-fikar se yah sirf aurat ki tasveer dekhne se Mani Kharij howi ho tou ais se Roza nahi toota hai. Allah hamain Pakeeza Khilat Ata Kare. Ameen! Kya Jaryan Ke Hone Se Ghusal Farz Ho Jata Hai? Agar Jaryan mein Mani Shehwat se kharj hoi hai tou Ghusal Farz ho jata hai lakin agar shehwat ki beghair kharij hoi hai tou Ghusal farz nahi hota albata Wazu toot jata hai. کیا جریان سے روزہ ٹوٹ جاتا ہے؟ / اگر کسی کو روزے کی حالت میں جریان ہو جائے تو کیا اس کا روزہ ٹوٹ جائے گا؟ اگر کسی کو روزے کی حالت میں جریان ہو جائے تو اس سے روزہ نہیں ٹوٹتا بشرطیکہ اس نے مشت زنی نہ کی ہو یا ہاھ سے عضوخاص سے کوئی حرکت نہ کی ہو، بیوی سے بوس و کنار نہ کیا ہو۔ اس کو انزال صرف غوروفکر سے یا عورت کی تصو

Agar Roze Ki Halat Mein Fahash Filmain / Porn Dekhi Jaye Aur Inzal Ho Jaye Tou Kya Roza Toot Jata Hai

Image
Roze (Fasting) Ki Halat Mein Mani Nikalna Ya Kharij Hona / Roze Ki Halat Mein Fahash Filmain / Sexy Filmain / Porn Videos / Pictures Dekhne Se Mani Ka Nikalna / Roze Ki Halat Mein Shehwat Se Mani Nikalna Agar Roze Ki Halat mein Fahash Filmain yah porn video Dekhi jaye aur apnay hath se Azoo Khas (Azoo-E-Tanasul) ko harkat na de ho ( Musht Zani na ki ho) aur shehwat se mani kharij ho jaye tou Roza Nahi Toota Hai. Ais se Qaza Lazim nahi ho gi aur Kaffarah bhi nahi ho ga. Albata yeh bhut barha (bada ) Gunah hai aur Ramadan mein tou aur zayda bada Gunah hai. Ais se Roze ki barkat khatam ho jate hai. Aisay Gunah se Tauba karni chahiye. May Allah Protect Us From Sins. Ameen! اگر روزے کی حالت میں گندی، فحش، سیکسی یا پورن ویڈیوز دیکھی جائیں اور شہوت سے منی نکل جائے تو کیا روزہ ٹوٹ جائے گا اور اس کا کفارہ کیا ہے؟  اگر روزے کی حالت میں فحش فلمیں دیکھیں اور ہاتھ سے اپنے عضو خاص (عضوتناسل) کو کوئی حرکت نہ دی ہو (مشت زنی نہ کی ہو) اور شہوت سے منی خارج (انزال) ہو جائے تو روزہ نہیں ٹوٹتا۔۔

Mufti Tariq Masood Sahab Ki Apnay Betay Ko Nasihat

Image
Mufti Tariq Masood Sahab Ke Bache (Betay) Ka Waqia Mufti Tariq Masood Sahab ne apnay betay ko ek nasihat ki hai ke “Beta Islami Kapre (Libas) Pehn Kar (Masjid Aya Karo) Aao”. Islam mein Pant Shirt Yah Trouser Shirt pehnna jaiz hai lakin Islami Libas, jaise Shulwar Kameez, pehnna baitar hai. Ais mein ek Rohaniyat hai. Ais se Sukoon bi milta hai. مفتی طارق مسحود صاحب نے اپنے بیٹے کو نصحیت کی ہے کہ ''بیٹا (مسجد میں) اسلامی کپڑے (لباس) پہن کر (آیا کرو) آؤ'' اسلام میں پینٹ شرٹ یا پینٹ ٹراوزر شرٹ پہننا جائز ہے لیکن اسلامی لباس ،جیسے شلوار قمیض، پہننا اس کی ایک اپنی روحانیت ہے اور اس سے سکون بھی ملتا ہے۔ اللہ ہمیں سننے، سمجھنے اور عمل کی توفیق عطا کرے۔ آمین! Mufti Tariq Masood Sahab Ke Bache (Betay) Ka Waqia!

Kya Automatic Washing Machine Mein Napak Kapde Pak Ho Jate Hain

Image
Automatic Washing Machine Mein Pak Aur Napak Kapde (Kapre) Pak Karne Ka Tarika / Pak Kapdron Aur Napak Kapdron Ko Ek Sath Dhona / Automatic Machine / Washing Machine Mein Pak Kapdron Aur Napak Kapdron Ko Ek Sath Dhona NaPak Kapron Ko Pak Karne Ka Tarika Automatic machine ya washing machine mein pak aur napak kapde saaf karne ka yeh tariqa hai ke phele bar Surf ya Sabun dal kar kapde dho liye jain. Dusri aur teesri dafa saaf pani dal kar dhoya jaye machine mein. Choti dafa ais tarah saaf pani dala jaye ke pani kapdron (Kapdon) mein se guzar kar machine se bahir nikal jaye tou kapde saaf ho jain gain. کیا آٹو میٹک مشین میں ناپاک کپڑے پاک ہو جاتے ہیں؟ آٹو میٹک مشین یا واشینگ مشین میں پاک اور نا پاک کپڑے ایک ساتھ دھونے کا طریقہ یہ ہے کہ پہلے تین دفحہ ان کو مشین میں سرف یا صابن ڈال کر صاف پانی ڈال کر اچھی طرح مشین سے کھنگال لیا جائے۔ چوتھی دفحہ صاف پانی ڈال کر ایک طرف سے صاف پانی ڈالا جائے تو دوسری طرف سے پانی کپڑوں میں سے ہو کر بائر نکل رہا ہو۔ تھوڑی دیر صاف پانی ڈالتے جائیں۔ اس ط

Roze Ki Halat Mein Shohar Aur Biwi Ke Bose-O-Kinar Karne Se Inzal Ho Jaye Tou Kya Roza Toot Jata Hai

Image
Roze Ki Halat Mein Biwi Ko Kiss Karna / Payar Karna / Bosa Lena Roze ki halat mein shohar aur biwi aik dusre se payar aur bose-o-kinar kar, gale laga sakte hain lakin agar Roze Ki Halat Mein Shohar Aur Biwi Ke Bose-O-Kinar Karne Se Inzal (Shehwat Se Mani Ka Nikalna) Ho Jaye tou Roza Toot Jata hai. Ais se Gunnah bhi milay ga. Ais ki Qaza Lazim hai lakin Kaffara nahi ho ga. کیا شوہر اور بیوی کے بوس و کنار کرنے سے انزال ہو جائے تو کیا اس سے روزہ ٹوٹ جاتا ہے؟ روزے کی حالت میں شوہر اور بیوی کا ایک دوسرے سے بوس و کنار کرنا، پیار کرنا، گلے لگانا جائز ہے لیکن  اگر روزہ کی حالت میں انزال ہو جائے (جیسے میاں بیوی کا بوس و کنار کرنا، ایک دوسے سے پیار کرنا اور پھر شہوت آنے دونوں کا انزال ہو جائے) تو اس سے روزہ ٹوٹ جائے گا۔ اور اس سے گناہ بھی ملے گا۔ اس کی قضاء لازم ہو گئی البتہ اس کا کفارہ نہیں ہو گا۔ Dailymotion - Video | Roze Ki Halat Mein Biwi Ko Kiss Karna / Payar Karna / Bosa Lena / Gale Lagana - Roze Mein Humbistari Ka Kaffara | Ask Mufti Tariq Masood Sahab - Aap Ke Masail Ka Hal | 

Agar Roze Ki Halat Mein Dakar Ya Ulti / Qay Aa Jaye Tou Kya Roza Toot Jata Hai | Ramzan Ke Masail

Image
Roze Ki Halat Mein Dakar Aana / Belching Ka Aana Roze mein agar dakar ka pani ya khurak nigal le jaye yah tezabiyat ka pani muh mein aa jaye aur halaq mein chala jaye tou Roza nahi toota hai. Roze Ki Halat Mein Qay Yah Ulti Aana / Vomiting Ka Hona Agar Roze ki halat mein Ulti muh bhar se kam ho tou chahe wo shakhs ais ko nigal bhi la tou Roza nahi toota hai. Aise tarah agar ulti muh bhar ke aaye tou bhi Roza nahi toota hai. Lakin agar Roze ki halat mein kisi ko muh barh ke Ulti aaye aur wo ais ko nigal lay tou Roza Toot jata hai. Agar koi jan bhoj kar Ulti Kare aur wo muh bhar ke ho tou chahe wo ais ko nigalay yah na niglay tou ais ka Roza Toot jata hai aur ais ka Kaffara bi hai. اگر روزے کی حالت میں ڈکار آ جائے تو کیا روزہ ٹوٹ جاتا ہے؟ اگر روزے کی حالت میں نماز پڑھتے ہوئے ڈکار یا کھٹی ڈکار یا خوراک آجائے جو منہ بھر کے نہ ہو، اور کوئی شخص ڈکار کا پانی یا خوراک حلق میں نگل لے تو اس سے روزہ نہیں ٹوٹتا ہے۔ اگر روزے کی حالت میں الٹی یا قے آ جائے تو کیا روزہ ٹوٹ جاتا ہے؟

Why Imran Khan Government Removed In Pakistan 2022

Image
As Imran Khan Sahab said “Absolutely Not” to America and this cause his government removal from Pakistan and American government changed regime in Pakistan which is quite unfair. He expressed about the importance of ‘Parda” in Islam and said if the women wear short dresses then it will surely affect the men as they are not Robots. عمرآن خان کی حکومت کو کیوں ہٹایا گیا؟ عمرآن خان صاحب کی حکومت کو اس لیئے ہٹیایا گیا کیونکہ انہوں نے امریکہ کے "ڈو مور" کے مطالبے پر عمل نہیں کیا بلکہ امریکہ کو "ابسلوٹی ناٹ" کہا اس لیے امریکہ نے ان کی حکومت کو گرا دیا۔ یہ عمرآن خان کا ایک بہت اچھا قدم تھا جس پر انہیں خراج تحسین پیش کیا جاتا ہے۔ دوسرا عمرآن خان کا ایک اہم کام، پردے کو اسلام میں جو اہمیت دی گئی ہے، اس اہمیت کو اجاگر کیا اپنی تقریروں سے۔ انہوں نے کہا کہ اگر عورت چھوٹے کپڑوں میں ہو گئی تو مرد ربوٹ نہیں ہیں ان کے اس طرح کپڑوں کے پہننے سے مردوں پر اس کا اثر پڑتا ہے۔ اللہ ہمیں سمجھنے کی توفیق عطا کرے۔ آمین! Why Regime Changed In Pakistan 2022

IBA University Homosexuality Dance Party - LGBTQ Party In IBA

Image
A dance party of homosexuality held at the Institute of Business Administration (IBA), Karachi which is against Islamic Law and Human Nature. The management should take strict actions against such obscenity activities conducted in its University / Institute. The govt. should also take strict actions to control such unlawful and unislamic acts in Pakistan. Such dance party should be stopped at every cost! کراچی یونیورسٹی آئی بی اے (انسٹیٹیوٹ آف بزنس ایڈمنسٹریشن) میں ہم جنس پرستوں کی ڈانس پارٹی کا انحقاد ہوا ہے جس کی اسلام میں کسی بھی صورت اجازت نہیں ہے۔ اور یہ فطرت کے بھی خلاف ہے۔ ہم جنس پرستی کا گناہ قوم لوط علیہ السلام کا عمل ہے جسے اللہ نے ایسے گناہ پرسخت عزاب دیا۔  ایسے فحاشی، پلید، گندے عمل کو روکنا چاہیے اور اس پر سخت کاروائی کرنی چاہیے تاکہ آئندہ ایسے بے حیائی کے پروگرام نہ ہو سکیں۔ اللہ ہمیں ایسے گناہوں سے محفوظ رکھے۔ آمین! IBA Homosexuality Dance Party - IBA Dance Party Video 2022 - Mufti Tariq Masood Sahab Latest Speech

Roze Ki Halat Mein Haiz Ka Aana Aur Ramadan Ke Roze Ke Doran Haiz Ka Band Hona

Image
Agar Roze ki halt mein Haiz / Menses / Periods / Mahwari aa jaye tou aurat ka roza toot jata hai aur wo kha pi sakti hai. Agar Haiz / Menses ki waja se Aurat ne Roza nahi rakha aur Roze ke doran ais ke period band ho jaye / aurat pak ho jaye tou aisay Iftari tak rozedar ki tarah waqt guzarana ho ga aur ais ke liye khana peena bi jaiz nahi ho ga. Ais roze ki qaza bi karni ho gi. اگر روزے کی حالت میں حیض آ جائے تو کیا روزہ ٹوٹ جائے گا؟ اگر روزے کے دوران عورت کو حیض، ماہواری، پریڈ آجائے تو اس کا روزہ ٹوٹ جاتا ہے اور وہ کھا پی سکتی ہے۔ اگر حیض کی وجہ سے روزہ نہیں رکھا لیکن حیض افطاری سے پہلے ختم ہو گیا تو کیا کریں؟ اگر حیض کی وجہ سے عورت نے روزہ نہیں رکھا اور افطاری سے پہلے عورت کا حیض بند ہو جائے تو عورت روزے دار کے طور پر اپنا وقت گزرای گی اور اس کے لیئے کھانا پینا جائز نہیں ہو گا اور اس روزہ کی قضاء بھی لازم ہو گئی۔ Dailymotion Video - Roze Ki Halat Mein Haiz Ka Aanay Se Kya Roza Toot Jata Hai Aur Agar Ramzan / Ramadan Ke Roze Ke Doran Haiz Band Ho Tou Kya Karen | Ask M

Why Dr. Israr Ahmed (Rahmatullah Alaih) Official YouTube Channel Got Suspended

Image
There is a news update that Dr. Israr Ahmed (Rahmatullah Alaih) Official YouTube Channel Got Suspended / Terminated on 30 th March, 2022. The channel has 2.9 million subscribers. The IT Department of Tanzeem-E-Islami confirmed that the official channel had been removed by YouTube. The reason due to which this channel had been deleted is YouTube Policy Violations (Hate Speeches and Violent Extremism) due to which it got suspended. "Upon review, we removed the channel belonging to Israr Ahmad for violating our hate speech policies and a further eleven videos have been removed either as a result of this circumvention or for violating our violent extremism and hate speech policies," (From YouTube). We can say that it was deleted due to Jewish Campaign. “The Jewish Chronicle” Newspaper was trying to suspend YouTube Channel of Dr. Israr Ahmed on the ground of hate speech against Jews. Amir Shujauddin Sheikh of Tanzeem-E-Islami says that banning Dr. Israr's channel is the

Agar Roze Ki Halat Mein Ehtelam Ho Jaye Yah Musht Zani Kar Le Tou Kya Roza Toot Jata Hai

Image
Agar Roze ki halat mein Ehtelam ho jay tou Roza nahi toota hai. Roze ki halat mein Musht Zani / Hand Practice / Khud Lazzati Karne Se Kya Roza Toot Jaye Ga Aur Ais Ka Kaffara Kya Hai? Agar roze ki halat mein Musht Zani / Hand Practice kar Le tou ais se Roza toot jata hai. Ais se Roza Qaza karna lazim hai albata kaffara ada karna lazim nahi ho ga. Agar Roze Mein Biwi Se Humbistari Nahi Ki Aur Discharge Ho Gaya Tou Kya Roza Toot Jaye Ga? Agar Roze Mein Biwi Se Humbistari Kar La Tou Kaffara Lazim ata hai aur agar humbistari nahi Ki Aur Discharge / Inzal Ho Gaya Tou Roza Toot jata hai au Qaza Lazim ate hai lakin kaffara lazim nahi ata hai. Aise tarah agar humbistari nahi ki aur discharge bi nahi howa tou Roza nahi Toota hai. Ais ki na tou Qaza hai aur na hi Kaffarra hai. اگر روزے کی حالت میں احتلام ہو جائے یا روزے کی حالت میں کوئی مشت زنی کرے تو کیا اس سے روزہ ٹوٹ جاتا ہے؟ اگر روزہ کی حالت میں احتلام ہو جائے تو اس سے روزہ نہیں ٹوٹتا۔ اور اس کی قضاء اور کفارہ نہیں ہے۔ روزہ

Is Dropshipping Shopify Amazon Business / Websites Halal Or Haram In Islam In Urdu

Image
How To Make Dropshipping Or Shopify Or Amazon Dropshipping eBay Dropshipping Or AliExpress Alibaba Or Shopee Or Wix Or Daraz PK Dropshipping Business Halal In Online Trading like Dropshipping or shopify or Amazon Dropshipping or E-Commerce Business you can make it halal, if and if only, following two conditions are fulfilled: 1. You should possess the products to sell to customers. You can also possess the products though your representative (who possess the products on your behalf) after purchasing the products from company (seller). 2. You should bear the risk of selling the products to customers i.e., in case of loss i.e., goods damaged in transit, you should bear that loss. After fulfilling all of the above conditions, it is halal for you to earn profits by selling products to customers. May Allah Grant Us Halal Livelihood. Ameen! Dropshipping کی شرعی حثیت! شوپیفائی ڈراپ شپنگ کا کاروبار کیا حرام ہے؟ شوپیفائی ، اما زون، ای بے، علی ایکسپرس، علی بابا، شوپی، فلیپ کارٹ، ش

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.