Posts

Showing posts from June, 2022

Struggle Hard Working Aur Try Try Again Karna Kaisa Hai

Image
Try Try Again Karna Kaisa Hai / Struggle Hardworking Aur Try Try Again Motivational Speech Karna Kaisa Hai? Motivational Speech About Life Challenges / Why Motivational Speakers Are Making A Major Mistake? Struggle, Hardworking And Try Try Again Motivational Speech is only true if we struggle, hard work and try to achieve our goals, targets moderately otherwise it is not a balance life. We should struggle, hard work and try try again but remember that we can not always be successful in achieving our goals, like “we want to be a healthy person”, “We want to become a Rich Person”, as the results are within the Hand of Almighty Allah. These are our secondary goals / targets which we may achieve or not.   However, there is only one main, primary and ultimate achievable goal / target, which is achievable with the help of Allah, is to achieve success in the Forever Life / Hereafter Life i.e, a forever life started after our death and day of judgement. This should be our ultimate goa

Qurbani Kis Par Wajib Hai / Qurbani Kis Par Farz Hai Ya Sunnat

Image
Qurbani Kin Logon Par Farz Hai In Islam In Urdu / Qurbani Wajib Hai Ya Farz Ya Sunnat Qurbani wajib hai har aus shakhs par jo Sahib-E-Nisab ho. Jis ke pas saray bawan tola chandi ke barabar maal yah raqam ho aur yeh raqam bunyadi zaroriyat jaisay nan nafqa telephone wo bijli ke bill waghera aur qarz ki raqam ki katoti ke baad bachte ho tou phir aise shaks par Qurbani Wajib hai. Kya Qurbani Bachon Par Wajib Hai? Qurbani bachon par wajib nahi hain kyun ke wo baligh nahi hain. کس پر قربانی فرض ہے؟ / کس پر قربانی واجب ہے؟ / قربانی واجب ہے یا فرض ہے یا سنت ہے؟ قربانی ہر اس عاقل بالغ پر واجب جو صاحبِ استطاعت ہو یحنی جس کے پاس ساڑھے باون تولہ چاندی کے برابر مال یا رقم ہو اور یہ رقم بنیادی ضروریات، نان نفقہ، ٹیلی فون اور بجلی وغیرہ کے بل، قرض کی رقم کی کٹوتی کے بحد بچتی ہو تو ایسے شخص پر قربانی واجب ہو گی۔ اگر کسی کے پاس بہت زیادہ پیسہ ہے تو وہ اپنی استطاعت کے مطابق ایک سے زیادہ بکرے یا ایک بکرا اور ایک گائے اور ایک اونٹ وغیرہ قربان کرسکتا ہے۔ اللہ ہمیں قربانی کرنے کی توفیق عطا کرے

Both Are Made For Each Other Kehna Kya Sahih Hai

Image
Man And Woman Are Made For Each Other “Are Made For Each Other” Idiom is proved to be wrong as most of the people (Husband and Wife, Father and Son, Mother and Daughter, etc.) forget their dying relatives after 3 days. If anyone committed suicide, then one lost his life in a haram way .Only few people cannot bear the sadness after the death of their beloved relatives and die (pass away). But these people are also not died at the same time. Both are made for each other kehna sahih nahi hai kyun ke aksar log (Shohar aur Biwi, Baap aur Beta, Maa aur Beti waghera waghera) jab koi mar jata hai tou teen din ke baad ausay bhul jate hain. Agr koi khudkhushi karta hai tou woh haram maut marta hai. Bhut hi kam log sadma bardasht na karte howay foot ho jate hain. Lakin aise log bhi ek sath nahi martay hain. کیا یہ کہنا صیح ہے کہ ہم ایک دوسرے کے لیے بنے ہیں؟ یہ کہنا درست نہیں ہے کیونکہ اکثر لوگ کسی کے مرنے کے بحد تین دن غم برداشت کرتے ہیں اور پھر سب بھول جاتے ہیں۔ اگر کوئی خودکشی، جو کہ اس

Dr. Aamir Liaquat Hussain Sahab Ko Bura Bhala Kehna Kaisa Hai

Image
Dr. Aamir Liaquat Hussain Sahab ko bura bhala kehne walon ko apnay geriban / daman mein dekhna chahiye ke ain ka kya injam ho ga. Ais liye apnay fikar karen ke app kya aap acha kar rahay hain yah bura. Apna Tazkia-E-Nafs karen. ڈاکٹر عامر لیاقت حسین صاحب کو بُرا بھلا کہنے والوں کو اپنے گریبان، دامن میں جھانکنا چاہیے کہ ان کا آخرت میں کیا انجام ہو گا۔ اپنے آپ کو دیکھیں کہ آپ اچھے اعمال کر رہے ہیں یا بُرے۔ اپنا تزکیہ نفس کریں۔ اللہ تعالیٰ ہمیں فکرِ آخرت عطا کرے۔ آمین! S urahأ Al-S hams A yat 9 -10  Urdu Translation قَدْ اَفْلَحَ مَنْ زَكّٰىهَاﭪ (۹) یقیناً فلاح پا گیا وہ جس نے نفس کا تزکیہ کیا۔ (سورۃ الشمس آیت نمبر۹) وَ قَدْ خَابَ مَنْ دَسّٰىهَا (۱۰) اور نامراد ہوا وہ جس نے اُس کو دبا دیا۔ (سورۃ الشمس آیت نمبر۱۰) Surah-Al-Ala Ayat 14 Urdu Translation قَدْ اَفْلَحَ مَنْ تَزَكّٰىۙ (۱۴) قرآن میں تعالیٰ کا ارشاد ہے کہ :قَدْ أَفْلَحَ مَن تَزَكَّى ۔فلاح پا گیا وہ جس نے پاکیزگی اختیار کی۔ (سورۃ اعلیٰ آیت نمبر۱۴) انسان کے لیے یہ عیب کافی ہے کہ وہ اپنے عیب تو نہ دیکھ

Dr. Aamir Liaquat Hussain Ki Gustakhi Aur Maafi

Image
Dr. Aamir Liaquat Ki Shahba Gustakhi Par Maafi Dr. Aamir Liaquat Hussain Sahab ne jab Hazrat Abu Bakr Siddique Razi Allah Tala Anhu Aur Hazrat Umar Farooq Razi Allah Tala Anhu ki gustakhi ki thi tou baad mein aunon ne ais par maafi mang li thi. Ais liye ais qissay / chapter ko ab band (close) kar dain. ڈاکٹر عامر لیاقت حسین کی گستاخی اور محافی! ڈاکٹر عامر لیاقت حسین صاحب نے جو خلفہ راشدین حضرت ابوبکر صدیق رضی الله تعالی عنه اور حضرت عمر فاروق رضی الله تعالی عنه کی گستاخی کی تھی اس پر جب انہوں نے محافی مانگ لی تھی تو پھر اس قصے کو اب بند کر دینا چاہیے۔ اللہ ہمیں سنے، سمجھنے اور عمل کی توفیق عطا کرے۔ آمین! Dr. Aamir Liaquat Hussain Sahab Ki Shahba Ki Gustakhi Aur Phir Maafi Mangna | Ask Mufti Tariq Masood Sahab - Aap Ke Masail Ka Hal

Why Dr. Aamir Liaquat Died - What Happened To Dr. Aamir Liaquat Hussain Sahab

Image
What Is The Reason Due To Which Dr. Aamir Liaquat Hussain Sahab Died? / How Aamir Liaquat Hussain Died? The cuase of death of Dr. Aamir Liaquat Hussain Sahab was that he got married with a liberal girl (Dania Shah / Dania Malik). When the conflict / disagreement between them is started then his wife leakd his closed room video (bare video) which makes him so depressed. Finally, he could not bear such depression & tension and lost his life. From such incident, we get the lesson that a man should marry with housewife who is loyal but not greedy. Dr. Aamir Liaquat Hussain Sahab ne ek liberal ladki, Dania Shah (Dania Malik) se shadi ki. Lakin jab ain ke aapis ke ikhtilaf howay tou ain ki biwi ne ain ki barhana video leak kar di jis ke wajah se dr. Aamir Liaquat bhut zayda depression aur tension ka shakar howay aur bil akhir wo aise depression mein foot ho gaye. ڈاکٹر عامر لیاقت حسین صاحب کی موت کی وجہ جو سامنے آ رہی ہے وہ یہ ہے کہ انہوں نے ایک لبرل لڑکی دانیہ شاہ (دانیہ ملک)

Allah Ke Liye Mohabbat Karna

Image
Jo mohabbat Allah ke liye ki jate hai wo qaim rehte hai aur Allah ki mohabbat ke siwa sab Mohabbatein khatam ho jate hain. Quran mein Allah ki mohabbat par bhut zayda zoor diya giya hai. Hadees mein hai ke jo Allah ke liye mohabbat karte hain wo qayamat ke din Allah ke Arsh ke saaye mein hon gain. Allah Ki Mohabbat Ki Dua / Wazifa Allah ki mohabbat hasil (pane) karne ki dua bhi karni chahiye aur amal bhi yani ke Allah ki nafarmani se bachain. Agar gunah ho jaye tou Allah se maafi (Tauba-Wo Astaghfar karni chahiye) mangain. Ais tarah aap mein Allah ki mohabbat paida ho jaye gi In Sha Allah. Allah se mohabbat ka koi khas wazifa nahi hai. اَللّٰھُمَّ اِنِّیْ اَسْئَلُکَ حُبَّکَ وَ حُبَّ مَنْ یُّحِبُّکَ وَ عَمَلَ الَّذِیْ یُبَلِّغُنِیْ حُبَّکْ،اَللّٰھُمَّ اجْعَلْ حُبَّکَ اَحَبَّ اِلَیَّ مَنْ نَفْسِی وَمَالِیْ وَاَھْلِیْ وَ مِنَ الْمَاءِ الْبَارِدْ ’’اے اللہ! میں آپ کی محبت،آپ سے محبت کرنے والے شخص کی محبت اور اس عمل کا جو مجھے آپکی محبت تک پہنچا دے،کا سوال کرتا ہوں۔اے اللہ اپنی محب

Gussa Khatam Aur Kam Karne Ka Asal Tarika In Islam In Urdu

Image
How To Control Anger In Islam You should bear anger so that you should be habitual to bear anger in future. You should follow the following tips to control / get rid of anger: 1. Keep quiet as it is the best remedy against anger. 2. Say اعوذ باللہ من الشیطان الرجیم. 3. If you are stand up during anger, then sit down and if you are sit down then lay down. Gussa Ka Ilaj In Islam In Urdu / Gussa Par Kabu Kaise Kare / Kaise Control Karen In Urdu Gussa aana natural hai lakin aisay control kya ja sakta hai. Gusse ko kam aur khatam karne ke liye gussa peena shoro kar dain tou In Sha Allah Gussa na karne ki adat lag jaye gi. Gussa Kam Karne Ka Tarika / Gussa Kam Karne Ka Totka / Tips / Gussa Band Karna 1. Agar gussa aaye tou pani pi lain yah phir muh mein pani phainkain 2. Khamosh ho jain 3. Jis jagah hain aus jagah ko chore kar chalay jain 4. Agar gussa ke doran kharay howay hain tou baith jain aur agar baithe howay hain tou lait jain. 5. Gussa Khatam Karne Ki Dua Auzu Billah

Gunah Ais Niyat Se Karna Ke Allah Bhut Zayda Gahfoor-Ur-Raheem Hai

Image
Ek insan agar ais niyat se gunah karta hai ke Allah bhut zayda Gahfoor-Ur-Raheem hai tou wo bhut bari galte kar raha hai kyun ke Allah ain logon ke liye Gahfoor-Ur-Raheem hai jo Tauba-Wo Astaghfar karna chahte hain. Lakin jo log ais wajah se gunah kar rehe hain ke chunkay Allah bhut zayda Gahfoor-Ur-Raheem hai ais liye gunah kar laitay hain wo bhut bari galti mein hain. Allah aun logon ke liye Gahfoor-Ur-Raheem hai jo Allah se tauba karna chahte hain aur gunah se bachna chahte hain. اللہ کے غفورورحیم کا غلط مطلب لینا! / گناہ اس لیے کرنا کہ اللہ بڑا غفورورحیم ہے ایک سخص اگر اس نیت سے گناہ کرے کہ چونکہ اللہ بہت غفورورحیم ہے اس لیے گناہ کر لیتے ہیں، بہت بڑی غلطی میں ہے۔ اللہ ان لوگوں کے لیے غفورورحیم ہے جو گناہ سے بچتے ہیں اور اگر پھر بھی ان سے گناہ ہو جائے اور وہ توبہ کرنا چاہتے ہیں تو اللہ ایسے لوگوں کے لیے بہت زیادہ غفورورحیم ہے۔ اللہ ہمیں گناہ سے بچنے اور توبہ کرنے کی توفیق عطا کرے۔ آمین! Allah Ke Gahfoor-Ur-Raheem Hone Ka Galat Matlab Laina | Mufti Tariq Masood Sahab Shorts

Qurbani Ke Janwar Ki Qeemat Bhut Zayda Lagana Kaisa Hai

Image
Qurbani Ke Janwar Ki Kitni Price Set Kar Sakte Hain Qurbani ke janwar ki qeemat bhut zayda lagana jaiz hai chahye qurbani ke janwar ki Price (Qeemat) Rs 3 Crore ho aur ais ka wazan 12 kilo ho. Aap na kharidain. Aap bewaqoofi na karen. Ais liye qurbani ke janwar ko bhut zayda qeemat par becha ja sakta hai. قربانی کے جانوروں کو بہت زیادہ مہنگے داموں میں بیچنا کیا جائز ہے؟ قربانی کے جانور بہت زیادہ مہنگی قیمت پر بیچے جا سکتے ہیں لیکن خریدار کو دیکھنا چاہیے کہ وہ اتنی مہنگی قیمت پر کیوں خرید رہا ہے اور اگر وہ خرید رہا ہے تو وہ بہوقوفی کر رہا ہے۔ جیسے اگر قربانی کے جانور کا وزن ۱۲ (12) کلو ہو اور اس کی قیمت ۳ کروڈ ہو تو اس قیمت پر بیچنا جائز ہے۔ سوال خریدار (گاہک) سے ہے کہ وہ کیوں اتنی مہنگی قیمت پر خرید رہا ہے۔ اللہ ہمیں سمجھنے اور عمل کی توفیق عطا کرے۔ آمین! Qurbani Ke Janwaron Ko Bhut Zayda Qeemton Par Bechna Kaisa Hai | Mufti Tariq Masood Sahab Latest Shorts Bayan / Speech - Mufti Tariq Masood Sahab Funny Video / Clip

Dr. Aamir Liaquat Hussain (Rahmatullah Alaih) Ki Maut Qabil-E-Tars Halat Mein Hoi Hai

Image
Dr. Aamir Liaquat Hussain Sahab (Rahmatullah Alaih) ki barhana video ko leak karne wali ain ki biwi aur ain ki videos ko viral karne walon aur memes banane walon ko Tauba-O-Astaghfar karna chahiye. Dr. Aamir Liaquat Sahab se ghaltiyan bhi hoi hain jaisay Dr. Zakir Naike Sahab aur Junaid Jamshed (Rahmatullah Alaih) ka mazaq urana. Allah ain ke Gunnahon ko maaf kare aur ain ki maghfirat kare. Ameen! ڈاکٹر عامر لیاقت حسین صاحب رحمتہ اللہ علیہ کی جس حالت میں موت واقح ہوئی ہے وہ قابلِ ترس حالت میں ہوئی ہے۔ ان کی برہنہ ویڈیو لیک کرنے والی بیوی کو توبہ و استغفار کرنی چاہیے۔ ان کی ویڈیوز کو وائرل کرنے والوں اور میمز بنانے والوں کو بھی توبہ و استغفار کرنا چاہیے۔ اس برہنہ ویڈیو کے وائرل ہونے سے ڈاکٹر عامر لیاقت صاحب سخت ڈپریشن کا شکار تھے۔ ڈاکٹر عامر لیاقت صاحب سے غلطیاں بھی ہوئی ہیں جیسے ڈاکٹر ذاکر نائیک صاحب اور جنید جمشید رحمتہ اللہ علیہ کا مزاق اڑانا۔ اللہ ان کے گناہوں کو محاف کرے اور ان کی مغفرت کرے۔ آمین! Dr. Aamir Liaquat Hussain Sahab (Rahmatullah Alaih) Ki Maut / Death Qabil-E-R

Allah Ka Zikr Aahista Awaz Mein Karna Chahiye

Image
Allah Ka Zikr Kaise Karen Aam tor par Allah ka zikr aahista Awaz mein kiya jata hai lakin kuch moqah par Allah ka Zikr Buland awaz mein kiya jata hai jaisay Azan ke moqah par, Eid ke moqah par, Hajj ke moqah par. Aam halat mein aunchi awaz mein Zikr karna napasandida hai aur agar zikr karna hai tou kisi ko takleef na pohanchay. چپکے چپکے، آہستہ آہستہ آواز میں اور بلند آواز میں اللہ کا ذکر کرنا کیسا ہے؟ اللہ کا ذکر عام حالات میں آہستہ اور ہلکی آواز، جسے سراً ذکر کہتے ہیں، میں کرنا چاہیے۔ اللہ کا ذکر چپکے چپکے کرنا چاہیے جیسے کہ قرآن میں اللہ کا حکم آیا ہے۔ کچھ ایسے وقت ہیں جب اللہ کا ذکر بلند آواز میں ہی کرنا ہے جیسے اذان کے وقت، عید والے دن عید کی نماز میں اسلام پھیرنے کے بحد، حج کے موقح پر، وغیرہ وغیرہ۔ اگر عام حالات میں اونچی آواز میں اللہ کا ذکر، جسے جہراً ذکر کہتے ہیں، کرنا ہے تو خیال رکھا جائے کہ کسی کو تکلیف نہ ہو۔ اللہ ہمیں اپنا ذکر کژرت سے کرنے کی توفیق عطا کرے۔ آمین! Allah Ka Zikr Chupke Chupke Aahista Awaz Mein Aur Buland Awaz Mein Karna Kaisa Hai | Mufti T

Lesson From The Death Of Dr. Aamir Liaquat Hussain Sahab (Rahmatullah Alaih)

Image
Dr. Aamir Liaquat Hussain Sahab (Rahmatullah Alaih) Died (Passed Away) At The Age Of 49. Dr. Aamir Liaquat Hussain Sahab (Rahmatullah Alaih) Ki Maut Se Kya Sabaq Milta Hai? Dr. Aamir Liaquat Hussain Sahab ki maut (Death) se yeh sabaq milta hai ke zindagi ka koi bharosa nahi hai jabke maut ek atal haqeeqat hai. Ais liye hamain maut se pehlay aus aane wale zindagi yani Akhirat ki Zindagi ki tayari aur fikr karne chahiye. Allah hamain Fikr-E-Akhirate ata kare. Ameen! ڈاکٹرعامر لیاقت حسین صاحب رحمتہ اللہ علیہ کی موت سے یہ سبق ملتا ہے کہ زندگی کا کوئی بھروسہ نہیں ہے۔ موت یقینی ہے۔ کوئی بھی کسی بھی وقت (ٹائم پر) مر سکتا ہے۔ اس لیے عقل مند وہ ہے جو موت سے پہلے آنے والی زندگی یحنی آخرت کی ہمیشہ رہنے والی زندگی کی تیاری کرے۔ اللہ ہمیں فکرِ آخرت عطا کرے۔ آمین! Dr. Aamir Liaquat Liquat Hussain Ki Maut

Allah Ki Na Shukri Se Bachain

Image
Gratitude Towards Allah We should Gratitude to Allah for His Countless Blessings Granted To Us. When He take back a blessing, then we should not forget Allah. He Granted Us so many Blessings and if He take back One of His Own Blessing, Then He will test us that whether we forget Him or not. We still be happy and Gratitude to Our Beloved Allah. Allah Ki Na Shukri Karna | Allah Ka Shukar Ada Karain! Insan ko Allah ka Shukar Guzar hona chahiye. Allah Ki naimatain milne par Allah ka shukar ada karna chahiye ke yeh sab Allah hi ka ata karda hain kisi aur ne nahi ata kiya hai. Allah ki na shukri nahi karni chahiye. Wo jisay chahe ata kare aur jis se chahe wapis la la. اللہ کی ناشکری سے بچنا چاہیے! | اللہ کا شکر ادا کریں! ہمیں جو بھی نحمت عطا ہوئی ہے وہ سب اللہ ہی کی دی ہوئی ہے۔ وہ کسی اور نے نہیں عطا کی ہے۔ اللہ جسے چاہے اپنی نحمتیں عطا کرے اور جس سے چاہے واپس لے لے۔ اللہ کی نحمتوں پر شکر بجا لانا چاہیے اور اس کی نحمتوں کی ناشکری، بے قدری نہیں کرنی چاہیے۔ اللہ ہمیں اپنا شکر گزار بن

Shadi Kyun Ki Jati Hai / Shadi Kyun Zaroori Hai

Image
Nikah / Shadi Ka Bunyadi Maqsad Kya Hai? / Shadi Kyun Karna Chahiye   Shadi Ka Bunyadi Maqsad In Islam In Urdu / Mard Aur Aurat Ka Milap Kyun Hota Hai Ham shadi / nikah ais liye karte hain taakay insani nasal mein izafa ho aur sukoon hasil karna ais ka ek zamni (izafi, additional) faida hai. Ais liye Nikah ka asal maqsad Insani Nasal ko barhana hai aur sukoon hasil karna ek hikmat aur rehmat hai jo Allah ne mard aur aurat mein rakh di hai. شادی کا بنیادی مقصد کیا ہے؟ / شادی کیوں کی جاتی ہے؟ / مرد و عورت کا ملاپ کیوں ہوتا ہے؟ ہم شادی، نکاح اس لیے کرتے ہیں تاکہ اس سے ہماری نسل میں اضافہ ہو۔ سکون شادی کا ایک اضافی فائدہ ہے۔ بنی نوع انسان اور ایک خاندان نظام کی بقاء شادی میں ہے۔ اللہ ہمیں شادی کرنے اور زیادہ اولاد عطا کرے۔ آمین! رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ تم ایسی عورت سے نکاح کرو جو اپنے خاوند سے محبت کرنیوالی ہو اور زیادہ بچے جننے والی ہو کیونکہ دوسری امتوں کے مقابلہ میں تمہاری کثرت پر فخر کروں گا۔ Ham Shadi / Nikah Kyun Karte Hain | Mufti Tariq Masood Saha

Allah Ke Zikr Ka Sawab Kab Milta Hai / Zaban Se Allah Ka Zikr Karne Se Sawab Milta Hai Yah Phir Sirf Dil Mein Sochne Se

Image
Allah Ka Zikr Karna / Allah Ke Zikr Ka Tarika Zaban Se Allah Ka Zik Karna Aur Dil Se Allah Ka Zikr Karna Kaisa Hai? Allah ke zikr ka sawab aus waqt milta hai jab zaban se zikar kiya jaye. Dil mein sirf sochne se zikr ka sawab nahi milta hai. اللہ کے ذ کر کا طریقہ اللہ کے ذ کر کا طریقہ یہ ہے کہ زبان سے اللہ کا ذ کر کیا جائے نہیں تو ثواب نہیں ملے گا۔ صرف دل میں سوچنے سے ذ کر کا ثواب نہیں ملتا ہے۔ البتہ اللہ کی عظمت کا سوچنا ایک فضیلت کی بات ہے۔ اللہ ہمیں کثرت سے اپنا ذکر کرنے کی توفیق عطا کرے۔ آمین! Allah Ka Zikr Zaban Se Karna | Mufti Tariq Masood Sahab - Online Program Tafseer-e-Quran Class

Love Marriage - Pasand Ki Shadi Ke Liye Parents Family Ko Kaise Manaye

Image
Mohabbat Ki Shadi In Islam In Urdu / Kya Islam Mein Mohabbat Karna Gunah Hai Shadi se pehly mard (male) aur aurat (female) ka dosti karna haram aur gunah hai. Agar kisi ko koi ladka yah ladki pasand hai (ya mohabbat kartay hain) tou aunain chahiye ke wo ghar walon ke zirye Nikah ka paigham bejain aur shadi kar lain lakin haram dostiyan na karen. Yeh sab Be-Pardagi, Co-education System aur mard aur aurat ka ek dusre se free hone ka nateeja hai. Ais Liye aaj kal Ishq mashkay hotay hain. Love Marriage Ke Liye Family Ko Kaise Manaye Dua / Pasand Ki Shadi Ke Liye Parents Ko Manane Ka Wazifa / Ladke Ki Maa Ko Razi Karne Ka Wazifa / Ghar Walon Ko Shadi Ke Liye Manane Ki Dua Agar Munasib rishta mil jaye aur waldain na manain tou waldain ko samjhain aur manaye. Ghar walon ko manane ke liye dua ki ja sakte hai lakin ais ka koi wazifa nahi hai. Agar Shadi Ke Liye Ghar Wale Na Mane Tou Kya Karen? Ladki ke Walid-E-Mohtaram ko chahiye ke wo dekhain ke agar ladka shareef hai, amanatdar hai,

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.