Posts

Showing posts from August, 2022

Kya Ghair Mehram / Na Mehram Ke Samne Namaz Parhna (Padhna) Jaiz Hai?

Image
Aurat Ka Mardon Ke Samne Namaz Parhna (Padhna) / Women Praying In Front Of Non Mahram Men In Islam In Urdu Ghair Mehram / Na Mehram ke samne Namaz Parhna majboori mein jaiz hai lakin aurat farz parda aur Mustahab Parda (Chare ka parda bhi kare gi). Lakin wazu ke liye chare hath aur paon khol kar wazu kare gi. Chahe bus stop ho ya car mein hon, Namaz ke waqt Namaz parhna parhi gi. Aam halat ke mouqa par aurat ko chahiye ke wo na mehram Mard ke samne Namaz na parhe. کیا نا محرم کے سامنے نماز پڑھنا جائز ہے؟ عورتوں کا نا محرم / غیر محرم کے سامنے مجبوری میں نماز پڑھنا جائز ہے لیکن اس صورت میں بھی فرض پردہ اور مستحب پردہ (یحنی چہرے کا پردہ)  بھی کریں گیں۔ وضو کرنے لیے  چہرہ،  ہاتھ اور پاؤں  کھول کر وضو کریں گیں اور پھر نماز پڑھیں گیں ۔ عام حالات میں عورت کو چاہیے کہ وہ نا محرم مرد کے سامنے نماز نہ پڑھے اور جب کوئی نا محرم مرد نہ ہو تو وہ چہرہ اور ہاتھ کھول کر نماز پڑھیں گیں۔ Dailymotion Video | Kya Na Mehram Se Parda Kar Ke Namaz Parh Sakte Hain - Ask Mufti Tariq Masood Sahab | کی

Dil Ke Sukoon Ki Dua / Depression / Tension / Stress / Anxiety Ke Liye Dua Aur Wazifa

Image
Depression Se Kaise Nijat Paye / Ais Ka Tarika Kya Hai / Dili Aur Zehni Pareshani Ka Asal Ilaj / Tension Se Nijat Ka Tarika / Depression Se Kaise Nijat Paye / Ais Ka Tarika Kya Hai Dil ka sukoon sirf Allah ke zikr mein hai. Ais liye kasrat se Allah ka zikr karna chahiye. Allah ke zikr se insan mein Allah ki mohabbat paida ho jate hai aur wo Allah ki man kar chalne lagta hai. Phir wo Apni man mani nahi karta hai. Apne Nafs aur khawaishat ki nahi pehwe kare ga. Shatan ke naqash-E-Qadam par nahi chale ga. Duniya ko Masifar Khana Samajhe ga. Dunya Ko Apne Upar Masalat Nahi Kare Ga. Sirf Dua aur Wazifon se masla hal nahi ho ga. Dua bhi karen lakin amal bhi karen. Tou yeh rasta hai sukoon ka. Ais tarah Zehni Sukoon aur Gham se nijat mil jaye gi. Stress, Depression, Tension, Anxiety (STAD) se nijat ka yeh asal tarika hai. Aise banday ko sirf ek fikr ho gi wo hai Fikr-E-Akhirat. Zehni Aur Dili Sukoon Ka Wazifa Zehni aur dili sukoon ke liye dua aur wazifa karen. Lakin amal bhi karen yani k

Selab Zadgan Ki Madad Kijiye | Floods In Pakistan 2022

Image
Selab / Floods In Pakistan 2022 - Musibat Ki Ais Ghari Mein Selab Zadgan Ki Imdad Kijiye / Floods Aur Hamari Zimmedaariyan Punjab, Sindh (Karachi), Balochistan Aur Khyber Pakhtunkhwa (Sawat) mein jo selab (floods) aya hai ais mein salab zadgan ki madad kijiye. Baitar hai ke aap khud ja kar madad karen ya Kisi Reliable Trust ke zariye ja kar madad karen ya kisi reliable trust ko apni imdad poncha dain. سیلاب زدگان کی امداد کیجئیے! پنجاب، سندھ (کراچی)، بلوچستان اور خیبر پختونخوا (سوات) میں جو سیلاب آیا ہے اس میں سیلاب زدگان کی مدد کیجیے۔ بہتر ہے کہ آپ خود جا کر مدد کریں۔ نہیں تو کسی قابِل اعتماد ویلفئیرٹرسٹ کے زریحے امداد پہنچایئں۔ اگر یہ بھی نہ ہو سکے تو اپنی امداد قابِل اعتماد ویلفئیرٹرسٹ کو دے دیں۔ اللہ ہمیں آفتوں اور مصیبتوں سے بچائے۔ آمین! Dailymotion Video - مفتی طارق مسحود صاحب بیان

Difference Between Mahram And Non Mahram In Islam In English And Urdu With Lists نا محرم / غیر محرم اور محرم میں کیا فرق ہے؟

Image
Mahram VS Non Mahram Mahram are those relatives and non relatives to whom you can’t marry (Nikah) and you don't need to wear “Parda”, “Niqab” (Parda is not Farz) in front of them, but still you need to hide (not open) your other boday parts, which are also not allowed to open in front of Mahram Persons. They may be your Blood Relatives like Father, Mother, Brothers, Sisters, etc., while Non Mahram are those to whom you can marry and you have to wear “Parda” (Parda is Farz) in front of them. They may be your Relatives or Non-Relatives i.e., persons not belonged to your family You can’t be open and free with them. So, you should reserve with them and don’t cross the boundaries set By Allah Almighty. Concept Of Mahram And Na Mehram In Islam In Urdu / Difference Between Mehram And Na Mehram Ghair Mehram / Na Mehram Aur Mehram Mein Kya Farq Hai Mehram Aur Na Mehram Meaning In Urdu (Mehram Aur Na Mehram Ka Matlab) Mehram Definition In Islam In Urdu Mehram wo rishte hain jin ke s

Dallas Fort Worth Flooding - Heavy Rains Fallen Across The Dallas-Forth Worth Area

Image
Dallas Texas - Dallas Fort Worth Flooding News - Pictures According to National Weather Service office in Fort Worth, rains of 9.19 inches fell in Dells-Forth worth International Airport and around area. The rain started on Sunday and ended at 2 p.m. on Monday continued in 24 hours. "We have been in drought conditions, so the ground soaked up a lot of it but when you get that much rain over that short a period of time, it's certainly going to cause flooding, and that's what we saw, definitely in the urban areas here," Huckaby said. “There was quite a bit of variation in the rainfall totals,” Barnes told. At least one dead due to heavy rains floods roads across the Dallas-Forth worth area. The water entered the rooms of citizens and businesses buildings. Many were rescued. “A 60-year-old woman died when her vehicle was swept away by floodwaters”, Dallas County Judge Clay Jenkins said.

Kya Khawateen Kisi Mard Ki Dusri Biwi Ban Sakti Hain

Image
Kya Auratain Kisi Mard Ki Dusri Teesri Ya Choti Biwi Ban Sakti Hain? Shadi ke mamle mein apna acha sochain. Ais liye khawateen apna acha sochain aur kisi kunware se shadi karen agar wo ek biwi wale se acha hai. Aur agar koi ek biwi wala shohar acha hai kunware se tou phir kisi kunware ki pehli biwi banane ki bajaye kisi ki dusri biwi ban jain. کیا عورتیں کسی مرد کی دوسری، تیسری یا چوتھی بیوی بن سکتی ہیں؟ عورت کسی مرد کی دوسری بیوی بن سکتی ہے اگر دوسری بیوی والا شوہر اچھا ہو اس کنوارے مرد سے۔ نہیں تو عورت کو کبھی بھی کسی دوسرے یا تیسری بیوی والے مرد سے شادی نہیں کرنی چاہیے۔ اپنے آپ کو آزمائش میں مت ڈالیں۔ Dailymotion Video | Dusri Shadi Ka Bayan / Mufti Tariq Masood Sahab | Family Bayan |  مفتی طارق مسحود صاحب فیملی بیان / سپیچ  

Nikah / Shadi Ki Pehli Raat Ke Masail - Shadi Ki Pehli Raat Ki Galtiyan / Galat Fehmiyan Aur Gunah

Image
Shadi Ki Pehli Raat Ke Adab Aur Masail Suhagraat / Nikah / Shadi Ki Pehli Raat dulha aur dulhan ko Mubashrat / Humbistari Ke Addab aur Ahkam ko Malhooz-E-Khatir rakhna chahiye aur Islami Tarike Ke Mutabiq Humbistai karni chahiye. 1. Shohar (Mard) ko wehshi darinday ki tarah Biwi (Aurat) par toot nahi parhna chahiye balkay pehle apni biwi ko tayyar karna chahiye humbistari ke liye. Aise “Foreplay” karna chahiye. 2. Shohar Ka Biwi Ke Peeche Se Jima / Humbistari / Sohbat Karna Jaiz Hai agar wo biwi ki agli sharmgah mein milap kare. Lakin agar Biwi Ke Pichle Hisse Mein Humbistari Kare yah phir Biwi Se Pichle Raste Mein Humbistari Kare tou yeh haram hai aur aise shahks par lanat ki gi hai aur yeh ek Kabirah Gunah hai. Agar koi ais gunah mein mubtala hai tou aise Tauba karni chahiye. 3. Shohar apni shadi ki pehli raat ki baaton aur raazon ko apne doston ko na bataye aur biwi bhi apni raat ki baaton aur raazon ko apni saheliyon ko na bataye. 4. Shadi ki pehli raat humbistari ka

Engineer Ali Mirza Ki Sahaba Se Beadbi - Gustakhi - Tauheen

Image
Engineer Ali Mirza Ka Sahaba (Karam Rizwan Allah Ta'aalaa Alaihim Ajmaeen) Se Beadbi Karna / Engineer Ali Mirza Ki Sahaba Se Beadbi Par Mufti Tariq Masood Sahab Ka Reply (Engineer Ali Mirza Vs Mufti Tariq Masood) Engineer Ali Mirza ne jo Sahaba Karam (Jaise Hazrat Muawiya Razi Allah Tala Anhu) ki beadbi ki hai ais par engineer ko maafi mangni chahiye. Tauba-O-Astaghfar karna chahiye. Ais se rajooh karna chahiye jo engineer ne Hazrat Muawiya Razi Allah Tala Anhu ke mutaliq kaha hai. Maafi na mangne ki soorat mein engineer par muqdama (case) darj hona chahiye. انجئیر علی مرزا کی صحابہ کرام سے بے ادبی! انجئیر علی مرزا نے جو صحابہ کرام رضوان اللہ علیہم اجمعین (جیسے حضرت محاویہ رضی اللہ تحالی عنہ) کی جو بے ادبی کی ہے اس پر انجئیر کو رجوع کرنا چاہیے اور توبہ و استغفار کرنا چاہیے۔ ہم کسی صورت صحابہ کی بے ادبی برداشت نہیں کر سکتے۔ انجئیر علی مرزا پر مقدمہ درج ہونا چاہیے اگر انجئیر نے رجوع نہ کیا۔ Dailymotion Video Engineer Ali Mirza Ki Sahaba Se Beadbi | Mufti Tariq Masood Saha

Aurat Ka Eyebrows Aur Upper Lips Banwana l Aap Ke Masail Ka Hal

Image
Aurat Ka Eyebrow (Bhanwain) Banwana Kya Islam Mein Jaiz / Haram Hai | Eyebrow Threading In Islam In Urdu | Plucking Eyebrows In Islam For Husband (Urdu) - Ask Mufti Tariq Masood Sahab - Masail Session Islam mein ek aurat ka eyebrow banwana ya plucking karawana yah threading karwana haram hai. Albata agar kisi aurat ke eye brows bhut zyada phele howay hon tou wo ain ko durust halat mein lane ke liye aam halat ke mutabiq motadil kar sakte hain aib door karne ke liye. Ek aurat ka Upper Lips karwana jaiz hai. Wax se karwa sakte hain. کیا خواتین آئی برو (بھنویں) اور اپر لپس بنوا سکتی ہیں؟  کیا اپر لپس کے لیے تھریڈنگ کروانا جائز ہے؟ کیا آئی برو کے لیے تھریڈنگ کروانا حرام ہے؟ مفتی طارق مسحود صاحب سوال و جواب سیشن۔ خواتین کے لیے آئی برو بنوانہ جائز نہیں ہے۔  البتہ اگر  اَئی برو بہت زیادہ پھیلے ہوئے ہوں تو ان کو درست کرکے عام حالت کے مطابق   (ازالۂ عیب کے لیے ) معتدل کرنے کی گنجائش ہے۔ خواتین کے لیےاپنے ہونٹ کے اوپر کے بالوں کو  صاف کرنا جائز ہے۔ ویکس یا کسی اور چیز کے ذریعہ بال صاف ک

Imran Khan Ka Dobara Qabar Par Sajda Karna / Bosa Dena

Image
Imran Khan Ka Qabar Par Sajda Karna / Bosa Dena Haram Aur Najaiz Hai / Imran Khan Ki Pakpattan Baba Farid Ke Darbar Par Hazri Aur Qabar Par Sajda Karna Ya Bosa Dena / Mufti Tariq Masood About Imran Khan Pakistan-Tehreek-E-Insaf  (PTI) Chairman, Imran Khan ka dobara Qabar par sajda karna / bosa dena haram hai. Ais par ain ko Astaghfar-O-Taubah karna chahiye aur ahtiyaat ke tor par Tajdeed-E-Iman bhi karna chahiye. Yeh Bushra Bibi Imran khan ko marwaye gi. Allah Taala hamain Shirk ke Gunnah se bachaye. Ameen! عمرآن خان صاحب نے پاکپتن بابا فرید کے دربار، مزار پر حاضری کے دوران ایک بار پھر قبر پر سجدہ / بوسہ کر لیا ہے۔ عمرآن خان نے حرام عمل کیا ہے۔ قبر پر سجدہ کرنا شِرک ہے۔ اس نا جائز عمل پر عمرآن خان صاحب کو توبہ و استغفار کرنی چاہیے اور احتیاط کے طور پر تجدِید ایمان بھی کرنا چاہیے۔ ان کی بیوی بشریٰ بی بی ان کو مروا دیا ہے۔ اللہ تعالیٰ ہمیں شِرک کے گناہِ عظیم سے بچائے۔ آمین! Dailymotion Video Imran Khan Ka Dobara (Mazar / Darbar Ja Kar) Qabar  Par Sajda Karna / Bosa Dena  |

Na Mehram Se Chat Karna Messaages Karna Aur Comments Karna In Islam In Urdu

Image
Mehram Aur Na Mehram Ka Aapis Mein Chatting Karna Messages Karna Ya Comments Karna Kaisa Hai? Ghair Mehram / Na Mehram se bila zaroorat chat karna Islam mein jaiz nahi hai. Zaroorat ke tehat chat ki ja sakte hai lakin aise hi free hone ke liye, time pass karne ke liye, dosti ke liye jaiz nahi hai. Aaj kal jo Facebook Id bana kar ya jo dusri apps hain wahan chat rooms mein chatting karna friendship ke liye haram hai. Agar kisi ko koi ladka (larka) ya ladki (larki) pasanad hai ya love (payar) ho gya hai tou wo apne ghar walon ke zaryie shadi ka paigham behjain lakin aise hi beghair Nikah ke love affair karna, mohabbat karna, free hona haram hai. Shadi kar ke halal mohabbat karen. Agar Ladki Ke Waldain Na Manain aur ais jagah shadi na ho sakay tou kisi aur jagah kar lain aur wahan se phir nazrein uthain. نا محرم / غیر محرم سے چیٹنگ کرنا، مسیجیز کرنا اور کمنٹس کرنا کیسا ہے؟ نا محرم یا غیر محرم سے چیٹنگ کرنا  بِلا ضرورت کے جائز نہیں ہے۔ صرف دوستی کے لیے، ٹائم پاس کے لیے یا فری

Na Mehram Ko Haath Lagana Aur Chona / Chuna Kya Islam Mein Jaiz Hai

Image
Is Shake Hands With Non Mahram Allowed Or Not? Shaking hands (Handclasp) with non mahram is haram and disallowed in Islam. Na Mehram Se Haath Milana (Musafah Karna) Ya Chuna (Touching Karna) Haram Hai Aur Ek Gunah Hai Ek Ladka (Larka) aur Ladki (Larki) ka jo aapis mein na mehram hain ain ke liye ek dusre ko chuna ya hath milana jaiz nah hai. Islam ais baat ki ijazat nahi deta hai. Agar koi ais gunah mein mubtala hai tou aise tauba karni chahiye. Ais gunah se bachne ke liye shadi / nikah jald kar lena chahiye. Agar yeh aadatain lag jayain tou yeh itni aasani se nahi chhotati hain. Ais liye jald az jald tauba kar lene chahiye. Na Mehram / Ghair Mehram rishtedar (Cousins Jaise Khala Ki Beti, Chacha Ki Beti, Mamu (Uncle) Ki Beti) ya ghai rishtedar jise Hamsaye ki Beti, School Girls’ Students, College Girls’ Students, University Girls’ Students) ko hath lagana aur chona / chuna Islam mein haram hai aur yeh gunah hai. Hadees (Hadith) mein ais par sakht waheed aayi hai.  نا محرم /

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.