Posts

Showing posts from July, 2022

Na Mehram Ko Kiss Karna Aur Gale Lagana Kya Islam Mein Haram Hai?

Image
Is Kissing A Non Mahram Zina Kissing a non mahram is not considered as that " Zina " for which the punishment of 100 Lashes (Koray) (For Unmarried Persons) or Stoning (Rajam) (For Married Persons) are given to convicted persons, if proved, but it is a sin (Minor Zina) and surely may lead to Major Sin Zina. So, never come close to such bad activities which lead to Zina. So, repent on your sin and make a firm determination not to do it again. Kissing A Na Mehram / Na Mehram Ko Kiss Karna Aur Gale Lagana Najazi Hai? Ghair Mehram / Na Mehram ko kiss karna (bosa lena) aur gale lagana gunah hai aur yeh haram / najaiz hai lakin yeh wo wala Zina nahi hai jis par 100 Koray ya Rajam ki Islami saza milte hai. Lakin yeh zina ki taraf le ja sakta hai. Ais liye ais se bachna chahiye aur agar yeh gunah kisi se ho jaye tour aise tauba karni chahiye. Quran mein hai ke Zina ke qareeb bhi na jao. Ain Gunah se bachne ke liye jald iz jald Nikah / Shadi kar leni chahiye. نا محرم کو بوسہ د

Balochistan Aur Punjab Mein Selab 2022 - Balochistan And Punjab Floods 2022

Image
Floods In Blochistan And Punjab Heavy Rains, Floods (Selab) Toofan 2022 / Floods In Pakistan 2022 Balochistan mein barishon ke baad selab se barhi tabahi mach gi hai. Punjab mein bhi selabi rela aya hai. Hukumat ko logon ki madad karni chahiye aur Allah Se Dana Chahiye . Tajiron aur karobari (Businessmen) ko ais mouqe par logon ki madad karni chahiye. Yeh Jannat Hasil Karne ka behtareen mouqa hai. بلوچستان اور پنجاب میں سیلاب - امداد کی شدید ضرورت! بلوچستان اور پنجاب میں سیلاب نے بہت زیادہ تباہی مچا دی ہے۔ لوگوں کو امداد کی اشد ضرورت ہے۔ حکومت کو لوگوں کی مدد کرنی چاہیے۔ انہیں اللہ سے ڈرنا چاہیے۔ تاجروں اور کاروباری حضرات کے لیے بہتیرین موقح ہے کہ وہ لوگوں کی امداد کریں۔ یہ جنت حاصل کرنے کا بہترین موقح ہے۔ اللہ عمل کی توفیق عطا کرے اور ایسے حادثات سے ہمیں محفوظ رکھے۔ آمین! Dailymotion Video - Dubta Hua Balochistan Aur Punjab Haqoomat Ki Kya Zimmedaari Hai ? | Mufti Tariq Masood Sahab | مفتی طارق مسحود صاحب بیان / سپیچ

(Surrogate) Donor Egg Aur Islam - Is Donor Egg Halal In Islam In Urdu

Image
Is Egg Donation Allowed In Islam? / What Is The Ruling of Islam About Donor Egg? Egg Donor is not allowed in Islam as it will change the ancestry. It is prohibited in Islam to use / intercourse the egg of other woman, who is not the wife, with the sperm of husband in order to produce a baby / child. The egg should be of the same wife and the sperm should be of the same husband. However, the baby test tube (IVF) is halal, if and if only, the sperm should be of the same husband and the egg should be of the same wife. Egg Donation Treatment In Pakistan In Pakistan, the Trusted Religious Scholars made fatwa against egg donation treatment as it is against the principles of Islam. Is Donor Egg / Surrogacy Haram In Islam? In Islam, donor donation or surrogacy is haram. Surrogacy in Pakistan is prohibited as it is against Islam. Donor Egg Se Bachay Paida Karna Kya Jaiz Hai? Donor Egg se bacha ki pedaish karna Islam mein Haram hai kyun ke ais se aurat / biwi ke nisb mein tabdeeli aye g

Kya Tera Saal Ki Bachi Ki Shadi Karna Ais Par Zulm Hai?

Image
Kam Umar Ladkiyon Ki Shadiyan ْ Bachiyon Ki Shadiyan Jald Karni Chahiye Agar Munasib Rishta Mil Jaye / Jald Shadi Karna Kaisa Hai Islam Mein Tera Saal Ke Bachi Ka Rishta / Nikah / Shadi Ki Ja Sakte Hai Kyun Ke Ladki Ab Baligh Ho ge hai aur ais mein sexual desire bhut zada paida ho ge hain. Agar ais ki shadi na ki gi tou wo khrab adaton ki tarf bi ja sakte hai kyou ke Facebook hai, whatsapp hai, tik tok hai waghiara waghaira. Ladki boyfriends banaye gi. Agar koi munasib rishta mil jay tou waldain ko chahiye ke wo ais ki shadi kar dain. Raha ais ki taleem ka masla tou susral walay ausay parha dain gain. Ain ko bata diya jay ke baite ab app ki amanat hai. Ab app aus ko doctor banain apnay karchay par ais ka boj ladki ke walid sahab par na dala jay. Ready-made Doctor na mangi jay. Agar munasib rishta na milay tou 40 saal tak ki umar tak bi na kiya jay warna ais se ladkiyon ka mustaqbil zaya hota hai. Ladki Ki Shadi Ki Sahih Umar (Age) / Kam Umar Bachi Ki Shadi Kya tera saal ki bachi k

Na Mehram In Islam In Urdu - Kya Na Mehram / Ghair Mehram Se Dosti, Salam Karna Aur Baat Cheet Ki Ja Sakte Hai In Islam In Urdu

Image
Na Mehram In Islam In Urdu / Na Mehram Kon Hai / Kise Kehte Hain?   Aurat Ka Na Mehram Se Parda Ghair Mehram / Na Mehram wo rishtedar (Cousin) aur ghair rishtedar hain jin se shadi ho sakte hai aur jin se Aurat Ka Parda Karna Farz Hai. Mard agar buri nazar se ainain dekhe ga tou aisay gunah mile ga. Aise tarah agar aurat parda nahi kare gi aisay rishtedaron aur ghair rishtedaron se tou aise gunah mile ga. Ghair Mehram Ko Salam Karna / Ghair Mehram Se Baat Karna in Islam In Urdu / Kya Na Mehram Se Baat Karna Haram Hai? / Na Mehram Se Baat Karne Ka Gunah Aur Saza Na Mehram / Ghair Mehram rishtedar ko salam o dua ki ja sakte hai lakin free hone ki zaroorat nahi hai. Na Mehram se Reserve raha jaye. Zaroorat ke waqt baat kar sakte hain. Agar fitne ka andesha ho tou phir baat cheet bhi na karen. Agar ghair mehram se free ho kar baat ki jaye tou yeh gunah hai aur ais ki saza bechaini, tension aur depression ki surat mein milti hai kyun ke zaroori nahi hai ke aap ko yeh ghair mehram aur

Taraqqi Ki Asal Definition Kya Hai Aur Islam Taraqi Ki Raah Mein Kya Rukawat Hai

Image
Kya Islam Dunyawi Taraqqi Mein Rukawat Hai / Kya Molvi Taraqqi Ke Khilaf Hain Mulk Ki Taraqqi / Pakistan Ki Taraqqi / Science Ki Taraqqi Liberal logon (jo ke mezhab mukhalif hotay hain) ke nazdeek taraqi ki definition (tareef) yeh hai ke ain ki har khwaish pori ho jaye wo achi sehat bana lain, bhot zayda mal o dolat kama lain, shorat ki baladiyon tak ponch jain waghaira, waghaira. Jab ke Islam ke nazdeek taraqi ki asal definitition yeh hai ke ap Allah ki raza ke liye apni jazi khwaishain pori karain chahe wo ap ki pori ho jain yah na ho. Agar pori nahi hoi tou yehe Allah ki merzi thi aisi mein kamyabi aur taraqi hai kyou ke yeh Dunya Ek Musafir Khana Hai asal zindagi Akirat ki zindagi. Ais duniya mein ham jo boain gain to kal wohe katain gain. Islam taraqi ke khilaf nahi hai balkay Islam ke diye howay rastay par chalnay se duniawi taraqi bhi hote hai aur akharwi bhi. ترقی کی اصل ڈیفینیشن کیا ہے؟ کیا اسلام ترقی کے خلاف ہے؟ کیا مولوی ترقی کے خلاف ہیں؟ لبرل لوگوں (جو کہ مزہب مخا

Live-In Relationship In Islam In Urdu - Is It Legal (Valid) Or Illegal (Void) In Islam In Urdu

Image
What is Live-In Relationship? Why Islam Disallowed Live-In Relationship? It is basically the living of couple without Nikah. They just mutually agreed to live together to fulfill their sexual desires which is haram. So, if the couple want to live together, then they should marry with each other. This is only the Halal way of living together and this is a "Sawab". On the other living together without "Nikah" is a Sin and if they do sexual intercourse i.e., commit adultery, then it is a " Zina ", which is a major sin (Kabira Gunah) and if there is Islamic Government and it is proved by 4 witnesses, they will get punish of 100 Lashes (Koray) if they are virgin and if they are already married (previously married), then will get punishment of Stoning (Rajam). Is Living Relation In UAE (United Arab Emirates) / Arab  And India Legally Allowed Or Not? Couples can live together without married. It is legally allowed in UAE and India but In Islam, it is not allow

Islam Mein Mubashrat / Humbistari Ka Sahih Tarika In Urdu

Image
Islam Mein Humbistari Kaise Karna Chahiye / Jima Mubashrat Humbistari Kaise Kar Sakte Hain? Islam mein Humbistari / Jima / Sohbat / Mubashrat ka koi khas tarika (position ka) nahi bataya gya hai aur kisi bhi tarike (position mein) se mana nahi kiya gya hai. Sirf biwi ki agli sharmgah mein Mian aur Biwi ka milap ho sakta hai lakin Biwi Ke Pichle Hise Mein Jima Karna Jaiz Nahi Hai . Albata Islam mein do tarikon ka zikr asharatan milta hai. Pehla tarika yeh hai ke shohar (mard) upar ho aur biwi (aurat) niche leti ho aur wo phir humbistari / milap karen. Dusra tarika yeh hai ke biwi leti hoi ho aur phir shohar biwi ki tangein utha kar jima karen. اسلام میں مباشرت کا طریقہ / ملاپ کا طریقہ / شریحت میں ہمبستری کا طریقہ اسلام میں مباشرت کا کوئی خاص طریقہ نہیں ہے اور کسی بھی طریقے سے نہیں روکا گیا ہے لیکن صرف بیوی سے اگلی شرمگاہ میں ہی ملاپ، جماع کیا جا سکتا ہے لیکن پچھلے حصے میں نہیں۔ البتہ دو طریقے اشارتاً بتائے گئے ہیں۔ پہلا یہ طریقہ ہے کہ مرد اوپر ہو اور عورت نیچے ہو۔ یہ ط

Nifas Ke Kitne Din Baad Humbistari Karna Chahiye - Nifas Ke Masail In Islam In Urdu

Image
Delivery Ke Kitne Din Baad Humbistari Karna Chahiye / Bachay Ki Pedaish Ke Baad 40 Din / Bachay Ki Pedaish Ke Baad Humbistari Ek aurat ke liye Nifas ki halat mein apne shohar se humbistari karna haram aur najaiz hai. Nifas Ki Muddat Ek aurat ke Nifas ke khoon (blood) band hone ki zayda se zayda muddat (chalis) 40 din (40 Days) hai. Zaroori nahi hai ke ek aurat ke Nifas ka khoon chalis din mein hi band ho ais se pehle bhi yeh khoon band (ruk) sakta hai. Ais liye zaroori nahi hai ke aurat 40 din tak ka intezar kare. Jab ek aurat bacha paid karte hai yah bachay ki paidaish (give birth / delivery) ke baad ais ke Nifas ka khoon 40 din ke baad band hota hai tou aurat apne shohar se humbistar kar sakte hai. Ek aurat jis ke Nifas ka khoon 40 din se pehle band / khatam howa hai tou ais ki (teen) 3 sooratain hain: 1. Agar ek aurat jis ke nifas ke khoon band hone ki aadat missal ke tor par 20 din hai yani aise pehle bhi nifas howa hai tou agar nifas ka khoon ais ki adat se pehle band h

(Nikah) Shadi Ki Pehli Raat Ki Namaz / Shadi Ki Pehli Raat Ke Nawafil

Image
(Suhagraat) Shadi Ki Pehli Raat ki Namaz ek Nafal Namaz hai jo ke Allah ka Shukar ada karne ke liye parhe (padhe) jate hai. Ais Nafal Namaz ki Do (2) Rakatain hain. Yeh Nafal Namaz Shadi Ki Pehli Raat Ki Dua (jo ke sirf ek bar shadi ki raat ko parhne hote hai aur yeh dua peshani (forehead) ke baal sidhi hath aahista se pakar kar parhain) parhne ke baad ada karni chahiye. Shadi Ki Pehli Raat Ki Namaz Ka Tarika / Kya Mian Biwi Ek Sath Namaz Padh Sakte Hain Shadi ki pehli raat ki Nafal Namaz Mian aur biwi Bajamat ada karen gain. Mard agay khara ho ga aur biwi peeche khare ho gi yani mard amamat kare ga aur peeche aurat muqtadi ho gi. Shohar aur biwi ek sath nahi kharay hon gain. Yeh Namaz bhi aam tor par parhe jane wale baqi Namazon ki tarah hi parhe jaye gi. (نکاح) شادی کی پہلی رات (سہاگ رات) کی نماز شادی کی پہلی رات (شب زفاف، سہاگ رات) کو دو رکحت نفل نماز شکرانے کے طور پر پڑھی جاتی ہے کہ اللہ کا شکر ہے کہ جس نے مرد کو بیوی اور بیوی کو شوہر عطا کیا۔ یہ نفل نماز سہاگ رات کو پہ

Kya Biwi Dusri Shadi Kar Sakte Hai

Image
Ek Biwi Aur Dusri Shadi Islam mein ek biwi yah ek aurat ka ek waqt mein sirf ek hi shohar / husband ho sakta hai. Fasiq-E-Nikah / Tanseekh-E-Nikah Ki Shari Haisiyat Aik biwi dusri Shadi yah Nikah nahi kar sakte agar ais ka shohar / khawand (Husband) zinda hai. Jab tak ke wo ausay Talaq nahi da deta yah phir ais ke shohar ka inteqal na ho jay. Agar shohar bhut zalim hai aur bunyadi haqooq bhi ada nahi kar raha ho aur aurat sabit bi karwa da. Baitar ha ka kisi mustand idaray ke Mufti Shahban se khula ka mamla hal karwaye. Ais ke ilawa agar phir bhi shohar talaq na da raha ho tou tab aurat apna Nikah adalat se khatam karwa sakte hai, jise Fasiq-E-Nikah / Tanseekh-E-Nikah kehte hain, aur aurat iddat guzarane ke baad dusri shadi kar sakte hai. Talaq yafta aur bewa aurat iddat guzarne ke bad dusri shai / nikah kar sakte hai. Kya Shohar Ke Hote Howay Ek Biwi Ka Dusri Shadi Karna Haram Hai Ek biwi dusri shadi Islam mein nahi kar sakte jab tak ke ais ka shohar zinda hai. Agar wo ais k

Kya Uber Bike Ya Careem Bike Ya Bykea Ke Mard Driver Bike Par Kisi Lady (Khatoon) Ko Sath Baitha Kar La Ja Sakte Hain

Image
Can Women Ride On Uber Bike Or Careem Bike Or Bykea With Men Drivers? Woman on bike ride with man driver is not allowed in Islam. It is prohibited and haram in Islam. The Uber, Careem and Bykea companies should make such motor bikes which are specially designed for women and then woman ride on such bikes which are driven by also female divers but it is not a better solution. The best way is that women should ride on Rickshaw which is safe one for them as they feel them safe and secure while riding on it. The women can also ride on Uber or Careem Taxi, if they afford to pay, whose driver is also a woman, then the women can ride on taxi with female driver. Uber / Careem / Bykea ke mard drivers ka Bike par ladies ko sath baitha kar Bike ka chalana jaiz nahi hai. Ya tou khawateen kisi aise Bike or Bykea par safar karen jo khawateen ki tarz par bane hon aur phir khawateen driver ais bykea ko chalain jis mein aurat hi safar kar sakain Lakin yeh tarika zayda baiter nahi hai. Zayda baitar

Sabr In Islam In Urdu

Image
Islam Mein Sabr Ki Ahmiyat Aur Fazilat / Sabar Ka Matlab Kya Hai? صبر کا محنی رکنے کے ہیں۔ صبر ایمان کا حصہ ہے۔ عام حالات میں اللہ سے صبر نہیں مانگنا چاہیے کیونکہ ہم انسان اللہ کے بندے ہیں تو ہمیں اللہ سے عافیت کی ہی دعا کرنی چاہیے کہ اللہ ہمیں احپھے حالات میں رکھے کیونکہ ہم اس کے عاجز بندے ہیں۔ ہمیں اللہ تعالیٰ اپنے شکر گزار بندوں میں شامل کر لے آمین۔ لیکن اگر کوئی مصیبت، بیماری، پریشانی آ گئی ہے تو تب اس پر صبر کرنا چاہیے جس کا بہت اجر ہے۔ صبر کا بدلہ جنت ہے۔ اللہ صبر کرنے والوں کے ساتھ ہے۔ Sabr Ki Dua In Quran يَآ اَيُّـهَا الَّـذِيْنَ اٰمَنُوا اسْتَعِيْنُـوْا بِالصَّبْرِ وَالصَّلَاةِ ۚ اِنَّ اللّـٰهَ مَعَ الصَّابِـرِيْنَ  (سورہ بقرہ آیت ۱۵۳)   اے ایمان والو! صبر اور نماز سے مدد حاصل کرو، بیشک اللہ صبر کرنے والوں کے ساتھ ہے۔  (Roman Urdu) Yaaa ayyuhal laazeena aamanus ta'eenoo bissabri was Salaah; innal laaha ma'as-saabireen   Surah Al Baqarah Ayat 153 Translation In English O you who believe, seek help through patience and prayer. Surely, Allah is with those who a

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.