Posts

Showing posts from May, 2022

Jannat Mein Jane Ka Asan Tarika

Image
Jannat Mein Jane Ka Rasta Kya Hai / Jannat Kaise Milegi Jannat mein jane ka tarika yeh hai ke ek insan kabira gunahon se bache aur agar gunah ho jaye tou Tauba-O-Astaghfar karna chahiye. Faraiz Wo Wajibat ada kare. Sirf Wazifon parhne se Kam nahi chalay ga. Allah hamain Jannat ata kare. Ameen! جنت میں جانے کا آسان طریقہ! جنت میں جانے کا اتنا آسان طریقہ یہ ہے کہ اگر ہم فرائض و واجبات ادا کریں گے۔ کبیرہ گناہوں سے بچیں گے اور اگر ہو جائے تو توبہ و استخفار کریں گے تو اللہ کی رحمت سے ہم جنت میں چلے جائیں گے ۔ صرف وظیفوں پڑھنے سے کام نہیں ہو گا۔ اللہ تعالی ہمیں جنت میں جگہ عطا کرے۔ آمین ! Jannat Ko Paane Ka Tarika  | Mufti Tariq Masood Shab Short Bayan / Speech

Kya Do Sagi Behno Se Nikah Jaiz Hai

Image
Ek Mard / Shohar Ka Do Sagi Behno Se Shadi Karna Kaisa Hai? Islam mein do sagi behno se ek mard ka nikah karna jaiz nahi hai. Islam ke ahkam mein illat, maslahat aur hikmat hai. Agar yeh maslahat, hikmat aur illat samajh mein aye yah nahi tou bhi hamain ain ko Allah ka hukum samajh kar manna chahiye aur amal karna chahiye. Do saghi behno ki aik shohar se shadi na karne mein illat aur hikmat yeh hai ke ain mein apis mein larai jhagra ho ga aur ek dusre ki haq talfi ho gi aur sila rehmi na hone ka amkan hai. کیا دو سگی بہنوں سے ایک شوہر شادی کر سکتا ہے؟ اسلام میں دو سگی بہنوں کی شادی ایک مرد سے کرنا حرام ہے۔ اسلام کے احکام میں ایک حکمت، مصلحت اور عِلت ہوتی ہے۔ ہمیں چاہیے اس ان احکام کو مانیں اور عمل کریں چاہے سمجھ میں آئے یا نہ سمجھ آئے۔ دو سگی بہنوں کی ایک ہی مرد سے شادی ہو گئی تو آپس میں دونوں بہنوں کی لڑائی جھگڑے کا امکان ہے اور آپس میں صلہ رحمی توڑنے کا اندیشہ ہے کیونکہ ایک دوسرے کی حق تلفی ہو سکتی ہے۔ چاہے دونوں بہنوں کے ایک ہی شوہر سے شادی سے کتنی ہی محبت بڑھے

Cholistan Desert Crisis 2022 In Pakistan

Image
Crisis ( Drought and  Water Shortage) in Cholistan (Rohi) Desert Pakistan in 2022. Help and donate to PakAid Welfare Trust which is a Trusted Charitable Organization to help needy people. چولستان صحرا، جو کہ جنوبی پنجاب میں ہے، میں پانی کی شدید قلت ہے۔ اس سال شدید گرمی پڑی ہے اور بارشیں نہیں ہوئی ہیں۔ چولستان میں خشک سالی ہے۔ آپ اپنی امداد قابلِ اعتماد ادارہ پاک ایڈ ویلفیئر ٹرسٹ کو پہنچا سکتے ہیں۔ Cholistan Desert Pakistan Faces A Crisis Of Food And Water Shortage

Periods / Haiz Ke Kitne Din Baad Humbistari Karna Chahiye - Haiz Ke Masail In Islam In Urdu

Image
Auraton Ke Makhsoos Ayyam / Haiz Ke Baad Humbistari / Haiz Ke Kitne Din Baad Ghusal / Nhana Chahiye / Haiz Se Pak Hone Ke Baad Humbistari Kab Karen Haiz / Periods Kitne Din Chalta Hai In Islam In Urdu Haiz Ya Mahwari Ke Dinon Mein Apni Biwi Se Humbistari Karna Haram Hai . Ek aurat ke periods / haiz ki muddat Islam mein kam say kam teen din (3 Days) aur zyada say zyada das din (10 Days) hai. Agar ek aurat ka pichlay  mahinay haiz ka period chay din (6 Days) ka hai, jo ke ais ki aadat hai, tou agar ais mahinay ais ka haiz paanch din baad band ho jata hai tou wo Ghusal kar ke Namaz tou parh sakte hai lakin apnay shohar se humnistari nahi kar sakte kyun ke ais baat ka imkaan hai ke haiz ka khon dobara aa jaye. Issi tarah agar ek aurat ki aadat chay din ki hai aur ais mahinay bhi haiz chay din ka hi hai tou wo humbistari apne shohar se yah tou Ghusal ke baad kare gi yah phir jab ek Namaz ka waqt guzar jaye (jis mein Ghusal kar ke kapde pehn kar Namaz parh sakay). Haiz Khatam Hon

Mujhe Shifa Doctor Yah Dawai Ne Di Hai Kehna Kya Shirk Hai

Image
Mujhe Shifa Dawai (Medicine) Yah Doctor Ne Di Hai Kehna Kya Shirk Hai? Yeh kehna ke mujhe Shifa Dawai di hai yah Doctor ne di hi Shirk nahi hai kyun ke yaha Dawai yah Doctor Majazi mehni mein aaya hai. Shifa tou Allah ne di hai Dawai yah Doctor bus ek zariya hain. Allah ke hukam se Shifa hoi hai. مجھے ڈاکٹر نے شفا دی ہے کہنا کیا شرِک ہے ؟ یہ کہنا کہ مجھے شفاء دوائی یا ڈاکٹر نے دی ہے، شرک نہیں ہے کیونکہ اس دوائی یا ڈاکٹر سے شفاء اللہ کے حکم سے ہوئی ہے۔ یہاں دوائی یا ڈاکٹر مجازی محنوں میں استحمال ہوئے ہیں۔ ڈاکٹر یا دوائی تو بس ایک زریحہ بنے ہیں۔ ٓاللہ ہمیں سننے، سمجھنے اور عمل کی توفیق عطا کرے۔ آمین! Kya Yeh Kehna Shirk Hai Ke Usay Shifa Doctor Yah Medicine Ne Di |  Mufti Tariq Masood Sahab Bayan / Speech

Allah Se Kitna Darna Chahiye

Image
Allah Se Darna Chahiye Lakin Kitna? / Dil Mein Allah Ka Dar / Khof Kitna Hona Chahiye? Allah se itna darna chahiye jitna ke ham Gunahon se bach sakain. Ais liye Allah se darnay walay log itna hi Allah se dartay hain jitna ke wo Allah ki Nafarmani se bach jain. Allah hamain apna itna dar da da ke ham gunahon se bach sakain. Ameen! اللہ سے کتنا ڈرنا چاہیے؟ / اللہ کا خوف کتنا دل میں ہونا چاہیے؟ بحض لوگ اپنے دل میں اللہ کا خوف، ڈر اتنا بیٹھا لیتے ہیں کہ وہ کچھ کر ہی نہیں پاتے۔ اس لیے اللہ سے اتنا ڈرنا چاہیے کہ ہم گناہوں سے بچ سکیں۔ اگر اللہ کا ڈر اس سے زیادہ ہو گا تو ہم کوئی کام نہیں کر سکیں گہیں اللہ کے ڈر کی وجہ سے۔ کوئی عبادت یا نیک اعمال نہیں کر سکیں گہیں۔ بحض لوگ ڈر کی وجہ سے کوئی کام ہی نہیں کر پاتے۔ ہر وقت جہنم کا خوف آتا ہے۔ اس لیے اللہ سے دعا ہے کہ وہ ہمیں اپنا اتنا ڈر جائے کہ وہ ہمارے گناہ کے درمیان حائل ہو جائے یحنی ہم گناہ سے بچ جائیں۔ آمین! Allah Ka Khof Dil Mein Kitna Hona Chahiye / Allah Ka Dar Aur Khof | Mufti Tariq Masood Sahab Bayan / Speech

Dr. Aamir Liaquat Hussain And Dania Shah (Dania Malik) Scandal / Case / Incident (Waqia)

Image
Dr. Aamir Liaquat Hussain and his third wife’s Dania Shah (Dania Malik). Dania Shah demands (Khula) divorce from Dr. Aamir Liquiat Hussain. Lessons From Dr. Aamir Liaquat Hussain Sahab And Dania Shah (Dania Malik) Case / Scandal From Dr. Aamir Liaquat Hussain Sahab and Dania Shah Case, we get the following main points to be noted: 1. A male should try to find noble, housewife and chaste wife / virtuous wife (Pakdaman Biwi) in order to marry / nikah with her. 2. A female should marry with noble, honest, responsible and chaste man / virtuous man (Pakdaman Mard), who is capable to earn halal livelihood or is earning a halal livelihood. 3. Husband and Wife are clothes (Garments) for each other in Islam. So they protect each other and hide each other’s secrets, privacy and faults & mistakes. 4. If a wife reveals / leaks secret video (Closed Room Video) of her husband, then the husband can sue against her and if a husband leaks her secret video, then she can sue her husband. 5.

Surah Mulk Parhne Ki Fazilat

Image
Benefits Of Reading Surah Mulk Every Night / Benefits Of Reading Surah Mulk After Maghrib If a person reads or recites Surah Mulk regularly then Allah will save him from the punishment of grave. Reading Surah Mulk In Shaa Allah will protect you in grave and it will intercede (Sifarish Karna) for you until you are forgiven by Allah. Abdullah bin Mas'ud narrates that “whoever recites Surah al-Mulk every night, Allah will prevent the punishment of grave by this Surah”. Surah Mulk Kab Parhne Chahiye? Surah Mulk ko rozana (khaas tor par raat ko) parhne se Allah ke hukam se Qabar ke Azaab se hifazat rehte hai. Hadees mein Surah Mulk ko yad karne aur pabandi ke sath parhne ki ahmiyat par zor diya giya hai. سورۃ الملک کی فضیلت! سورۃ الملک کی تیس آیات ہیں۔ یہ سورۃ عزابِ قبر سے بچاتی ہے۔ جو شخص اس کو روزانہ (خاص طور پر رات کو) پڑھتا ہے تو یہ سورۃ اس کو عزابِ قبر سے بچاتی ہے۔ یہ سور ۃ اپنے پڑھنے والے کی مغفرت کا اس وقت تک سوال کر تی رہتی ہے کہ ا س کو بخش دیا جاتا ہے ۔ ایک حدیث می

Agar Biwi Humbistari Na Kare | Agar Shohar Humbistari Na Kare In Islam In Urdu

Image
Biwi Ka Shohar / Khawand / Husband Ko Inkar Karna Hadees / Thakawat Ki Wajah Se Shohar Ko Qareeb Na Aaney Dena / Agar Biwi Humbistari Ke Liye Razi Na Ho | Biwi Ka Shohar Ko Humbistari Say Inkaar Karna / Mana Karna | Haq-E-Zojiat (Jointure) Ada Na Karna Ek Hadees ka mafhoom hai ke Agar biwi bila shari uzar ke shohar se humbistari se imkar kare gi aur shohar raat ko so jaye, tou jab tak shohar razi nahi ho ga ais aurat se, sare raat Allah aur aus ke Farishtay aisi aurat par lanat karte rehtay hain. Dusri taraf shohar ko bhi chahiye ke wo dekhay ke aurat agar thaki hui hai aur ais ki halat theek nahi hai aur wo apni khwahish par control bhi kar sakta hai tou Ikhlaqiyat ka taqaza hai ke wo bardasht kare. Agar Shohar Humbistari Na Kare In Islam In Urdu Agar shohar humbistari na karay tou yeh ais ki ikhlaqi zummedari hai ke wo humbistari say inkaar na karay lakin shariyat ne shohar par lazim nahi kiya hai. Shohar kay liye lazim hai kay wo char mahinay mein aik bar apni biwi ki khwahish

Dunya Ko Apnay Upar Masalat Na Karen

Image
Dunya Aur Ais Mein Shamil Nikah / Shadi Ko Apnay Upar Masalat Na Karen Yeh Dunya Dhoke Ka Ghar Hai / Aur Dunya Ki Zindagi Tou Sirf Dhoke Ka Saman Hai (Surah-AL-Imran 3 Ayat 185) Quran O Hadith se pata chalta hai ke yeh Dunya ek Dhoke Ka Ghar Hai. Agar aap dunya ko apnay upar masalat karen gain tou aap ko tension aur depression hi milay gi kyun ke jo duniya ko lift karata hai, jo dunya se dil lagata hai ause yeh nahi milte aur agar mil bhi jaye tou bhi ais dunya ko chor jana hai kyun ke maut hai. Tou duniya ko apna Mai Baap banane wala tensionon mein ghira rehta hai. Ais liye akhirat par focus karen aur Allah ko Razi kar lain bilakhir (at the end) aap kamyab ho jain gain In Shaa Allah. Allah sunane, samajhne aur amal ki taufeeq ata farmaye. Ameen! کیا یہ دنیا دھوکے کا گھر ہے؟ اگر آپ دنیا کو لفٹ یا دنیا سے دل لگائے گہیں یا اسے اپنے اوپر مسلط کریں گہیں تو یہ آپ کو نہیں ملے گی تو پھر آپ کو ٹینشن اور ڈیپریشن ہی ہو گی۔ آپ مایوس ہوں گی جو کہ ایک گناہ ہے۔ یہ ممکن ہے کہ آپ کی چند خوا

Rizq Ki Tangi Se Nijat Ka Tarika / Nuska

Image
Tangdasti / Halal Rozi Ke Liye Kya Tarika Ikhtiar / Wazifa Karen? / Money / Paisay / Wealth / Job / Business / Karobar / Rizq Kaise Milta Hai? Har kisi ko sirf Allah hi rizq deta hai. Rizq ka zuma Allah ne liya howa hai wo jab chahe kisi ka Rizq kashada kar deta hai aur jab chahe kisi ka rizq tang kar deta hai. Rizq ki tangi se nijat ka yeh tarika / nuska hai ke Gunnahon se Tauba karen. Astaghfirullah kiya karen. Quran aur Hadith mein Tauba-O-Astaghfar ki bhut zayda ahmiyat bayan ki gi hai. Raat ko Tahajjud ki Namaz parhin.Do do Rakhat parhain aur Allah se apni tangdasti dore karne ki dua karain. Phir isbab bhi ikhtiar karen. Sirf Dur aur wazifa karne se masla hal nahi ho ga. Ais liye Mehnat karen, Koshish Karen, Himmat Karen Phir Nateeja Allah par chor dain kyun ke Nateeja Allah ke Hath mein hai. Rizq Mein Kushadgi Ka Wazifa / Rozi Mein Barkat Ke Liye Dua / Rozi Mein Barkat Ki Tasbeeh Rizq mein izafa / kushadgi aur barkat liye Allah se Dua karen. Astaghfar ki Tasbeeh bhut acha

Biwi Ka Shohar Se Naraz Hona

Image
Naraz Biwi Ko Manane Ka Tarika / Naraz Biwi Ko Manane Ka Wazifa Agar Biwi Shohar ke zulm, ghalti yah kotai se naraz hai tou shohar (mian) ko tauba karni chahiye. Ais ko manane ke liye apnay hath se ais ke muh mein koi meethi cheez jaisay khajoor dalni chahiye. Pyar-O-Mohabbat ka izhar karna chahiye. Agar Biwi choti si baat par naraz hoi hai aur shohar ka koi qasoor nahi hai aur wo huqooq bhi ada kar raha hai aur ause pyar se samjha bhi raha hai lakin phir bhi aurat naraz ho ka apnay mehke chale jate hai tou phir Shohar ko mard banana chahiye aur apni biwi par roab rakhna chahiye taakay wo apnay mehke se dobara apnay yani shohar ke ghar aa jaye. Ais liye biwi ko manane ka koi wazifa nahi hai balkay wo amaal hain jin se biwi ko manaya ja sakta hai aur phir Dua karen. Allah Shohar aur Biwi mein Muhabbat paida kare. Ameen! بیوی کا شوہر سے ناراض ہونا بیوی کو منانے کا طریقہ! / بیوی کو منانے کا وظیفہ! اگر بیوی، شوہر کی اپنی غلطی، کوتاہی یا ظلم کی وجہ سے ناراض ہے تو شوہر کو تو

Kya Jamai Lena Haram Hai

Image
Jamai Aur Islam / Jamai (Yawn) Aur Science Jamai (Yawn) Lena jaiz hai lakin lain tou aitadal se lain. Ais ke lainay se agar thora bhut nuqsan bhi hota hai tou ais ki talafi khud bakhud ho jate hai. Ais liye Agar Science kahe ke Jamai lenay ke fayde (Benefits of Yawning) hain tou phir bhi chunkay jamai lena tehzeeb / insaniyat ke Khilaf hai ais liye aise rokhna chahiye Hadees mein hai ke jab jamai aaye tou aise rokhain warna shatan munh mein dakhil ho jaye ga. Ais liye jamai lenay ki momanat hai. کیا جمائی لینا جائز ہے؟ / جمائی اور سائنس / جمائی اور اسلام جمائی لینے کا کیا فائدہ ہے؟ جمائی لینا جائز ہے لیکن اعتدال کے ساتھ لیں۔ لیکن چونکہ اس کا لینا تہزیب اور انسانیت کے خلاف ہے اس لیے حدیث میں اسے لینے سے روکا گیا ہے۔ جمائی شیطان کی طرف سے ہوتی ہے۔ اس لیے جمائی کو جتنا ہو سکے روکنا چاہیے اور جمائی کے وقت بائیں ہاتھ کی پشت منھ پر رکھ لینی چاہیے یا ہونٹوں کو دانتوں سے دبالینا چاہیے۔ اگرچہ اس سے آپ کی صحت کو طبی نقصان ہوتا ہے لیکن نقصان بہت تھوڑا ہوتا ہے اور اس کا خودبخود ازالہ

Shawwal Ke 6 Roze Kab Rakhe

Image
Shawwal Ke 6 Rozon Ki Fazilat Hadith (Hadees) mein hai jis ka mafhoom yeh hai ke jis ne Ramadan ke poray rozay rakhne ke baad Shawal Ke 6 Rozay rakhay tou aise poray saal rozay rakhne ka barabar Ajar-O-Sawab mile ga. Shawwal Ke Rozay Rakhnay Ka Tariqa Shawwal ke Chay Rozay rakhnay ka tarika yeh hai ke 6 rozay rakhnay hain poray Shawwal ke mahine mein. Chahe tou Ramadan ke foran baad Eid-Al-Fitr (Choti Eid) Ke baad rakh lain. Musalsal rakh lain yah ek ek kar ke porae mahine mein waqfay waqfay se rakh lain. شوال کے چھ روزے کب رکھیں؟ شوال کے چھ روزے رکھنے کا طریقہ! شوال کے چھ روزے رکھنے کا طریقہ یہ ہے کہ شوال کے پورے مہینے میں یا تو مسلسل روزے رکھے جائیں یا وقفہ وقفہ سے۔ رمضان کے فوراً بحد عیدالفطر کے بحد بھی یحنی شوال کی دوسری تاریخ سے روزے رکھنا شروع کریں اور مکمل  چھ روزے پورے کر لیں شوال کے مہینے میں۔ شوال کے چھ روزوں کی فضلیت!  جو شخص رمضان کے پورے روزے رکھے اور شوال کے چھ روزے رکھے تو اسے پورے سال کے روزے رکھنے کے برابر ثواب ملے گا۔ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے

Eid-AL-Fitr Aur Eid-AL-Adha Kitne Din Ki Hote Hain Aur Eid Ke Din Roza Rakhna Kaisa Hai

Image
Eid-Al-Fitr Aur Eid-Al-Adha Ke Kitne Din Hote Hain Aur Eid Ke Din Roza Rakhna Kya Jaiz Hai? Eid-Al-Fitr (Choti Eid) ka ek din hai aur Eid-Al-Adha / Bakra Eid (Bhari Eid) ke teen din Qurbani ke hote hain. Eid-Al-Fitr ke din Roza rakhna jaiz nahi hai. Eid-Al-Adha ke 3 din ke baad Chotay (4) din bhi Roza nahi rakha ja sakta hai. Eid-Al-Fitr ke ahkam ek din tak rahte hain jabke Eid-Al-Adha ke ahkam 4 din tak rahte hain. Teen (3) din tak Qurbani ke ahkam aur chotay (4) din bhi Roza nahi rakha ja sakta hai. عیدالفطر اور عید الاضحیٰ کے کتنے دن ہوتے ہیں اور عید کے دن روزہ رکھنا کیسا ہے؟ عیدالفطر ایک دن کی ہوتی ہے اور اس دن روزہ رکھنا حرام ہے۔ عید الاضحیٰ میں چار دن احکام کے ہوتے ہیں۔ تین دن قربانی کے اور چھوتھے دن بھی روزہ رکھنا جائز نہیں ہے۔ اللہ ہماری عیدیں قبول کرے۔ آمین! Eid-Al-Fitr Aur Eid-Al-Adha Ke Kitne Din Hain - Kya Eid-Al-Fitr Aur Eid-Al-Adha Ko Roza Rakhna Jaiz Hai | Ask Mufti Tariq Masood Sahab | Aaap Ke Masail Ka Hal

Eid Ke Din Eidi Daina Kya Jaiz Hai

Image
Eid Ke Din Bachon Ko Eidi Daina Kaisa Hai? Eid-AL-Fitr Wale Din Bachon ko Eidi de ja sakte hai apni Istaat / Hesiyat ke mutabiq. Agar bhut zayda raqam yah gift daina par raha ho aur ap ki istaat se zayda ho aur yeh ap par ek bhoj ban raha ho tou phir ais rasam ko tark kar daina chahiye aur Eidi nahi daine Chahiye. عید والے دن کیا بچوں اور رشتہ داروں کو عیدی دینی چاہیے؟ عید الفطر والے دن بچوں اور رشتہ داروں کو عیدی دی جا سکتی ہے۔ لیکن اگر بہت زیادہ رقم دینی پڑتی ہے جیسے مہنگے تحفہ تحائف دینے پڑتے ہوں، کافی بڑی رقم دینی پڑتی ہو اور   آپ کی استطاعت یا مالی حثیت ایسی نہ ہو کہ آپ دے سکیں اور یہ آپ کے لیے بوجھ بن رہا ہو تو پھر اس رسم کو ترک کر دینا چاہیے۔ اللہ ہمیں بھلائیاں اور آسانیاں تقسیم کرنے کی توفیق عطا کرے۔ آمین! Dailymotion Video - Eid Wale Din Eidi Bachon Aur Rishtedaro Ko Daina Kya Jaiz Hai | Ask Mufti Tariq Masood Sahab | Aap Ke Masail Ka Hal |    آسک مفتی طارق مسحود صاحب | آپکے مسائل کا حل | سوال و جواب سیشن YouTube Video

Contact Us

Name

Email *

Message *

Copyright © 2024 IlamOne TV All Rights Reserved.